What is upside tasuki gap candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is upside tasuki gap candlestick pattern
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aap ja Rahe Hain khush rahe aur apne business per mukmmal control rakhen kyunki forex trading market complicated Hai har lamha price change hoti rahti Hain isliye iske bare mein jitna knowledge experience information hasil karte hain karte rahen agar aapane behtarin profit hasil Karne hain to aap logon Ko chahie ki aap ek expert analyst bane kyunki ek expert analyst hi behtarin expert rader hota Hai aur jo trade Karke lagai jaati Hain vah hamesha profit table hoti hai isliye hamen chahie ki Ham jab bhi apni date open Karen To Ham use market ka analys jarur Karen Taki hamen market ke trend ka maloom ho sake aur jab train maloom ho jata Hai To fir Ham apni date acchi Tarah open karke achcha profit hasil kar sakte hain aaj main aapke sath jis topic per Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai up side tasuki gap candle stick pattern Ham kaise training start mein find out karte hain aur is pattern per kis Tarah Ham profit table trade Le sakte hain is per aaj aapse discuss discuss karta hun ummid hai aap knowledge mein bhi improvement ho Gai aur aap isase achcha result kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	11
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12569169

    WHAT IS UPSIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN

    Jab Ham kam kar rahe hote hain to usmein up side Tusaki cap candlestick pattern chart price mein 3 candles ke darmiyan upside per ek ki King type pattern hai is pattern ki first aur second candle bullish Hoti Hai jiske darmiyan up side per ek gap ban jata hai pattern ki third candle ek bearish candle hoti hai jo second candle ke bad band ho kar gap mein close Hoti Hai pattern ki first candle ke higher price aur second candle ki lower price ky darmiyan ek gap Khali jagah hoti hai upside tasuki gap statistics pattern aik bullish candle continuation pattern Hy jis mein shamil first aur second candle bullish pattern ki or third candle bearish ki hoti hai ye pattern price main buyers ki strong karne ka aik bear indication hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	4
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12569170

    IDENTIFICATION OF UPSIDE TASUKI GAP CANDLE PATTERN

    Forex market mein upside Tusaki upside gap candlesticks pattern price mein aksar ek gap ke dauran banta hai yah pattern gap ke dauran events ya se strong news paper banta hai jiski vajah se fundamental condition asset ki price ko fast movement ke sath Apar push kar deti hai pattern main shamil candles ki formation aapko bahut jyada mil rahi hoti hai up side Tusaki gap pattern ki first candle ek bullish candle hoti hai jo ki price ko normal previous trend ki aakashi Karti Hai yah candle white ya green color mein hoti hai jo ki Shadow ya Shadow ke bagair bhi ho sakti hai lekin real body ka trend hona important hai

    Tushar ki gap candlestick pattern ki second candle bhi sem first candle ki Tarah bullish hote hai Lekin yah candle first candle ki high price se above gap mein banti hai second candle ka lower price first candle ki high price se ab side gap mein hona chahie yah candle body bullish mein honi chahie Jo ke shadow ya Shadow ke bagair bhi ho sakti ha.

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	9
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12569168

    TRADING WITH UP SIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN


    Market mein upside Tasuki gap candlesticks pattern price ke up trend mein banta hai aur is pattern ki strong candle ki real body se pata chalta Hai strong real body wali candle price ko first bullsih push karegi Jo ke previous level se up side per honi chahie pattern per trading se pahle confirmation channel candle ka hona important hai aur pattern laszmi resistance line ke upward hona chahie information candle real body mein honi chahie Jo ke bear candle banane ki condition mein trading ka khatra (denger)Nahin Lena chahie ya risk Nahin Lena chahie yah pattern agar resistance level se down per banta hai to yah bearish trend reversal bhi ho sakta hai price chart pattern hamesha hamesha ki bahut jyada high price ki vajah se banta Hai yah vah little fast ek khas gap ke dauran price per fundamental moment ki vajah se hota hai up side gap candles ki pattern mein bullish trend ke dauran 2 bullish aur 1 bearish candle ke darmiyan up side per ek gap banta hai jo ke price ke bullish trend confirmation ki alamat Hoti Hai yah pattern third candle per munasir hota Hai jismein first candle ki high price aur second candle ki low price aur clear gap hota Hai jab ke third candle second ke taur per open hokar gap mein ya gap se above close hoti hai.

اب آن لائن

Working...
X