what is harmonic shark pattern;
forex market mein shark pattern aik harmonic pattern ke type hey jo keh forex market mein five waves ke aik type hote hey es pattern ko identify karna trading mein har wave specific Fibonacci kay tanasub ko follow kar ke jate hey yeh tanasub k dosray harmonic pattern say mumtaz kartay hein
aap ko forex trade mein shark kay manay ko samjhna zaroore hey real life mein shark aik bohut bara janwar hota hey jo keh chotay janwar ko kha jata hey trading mein shark ka matlab aik bara trader hey jo keh bare market mein stop loss kay zarey say chote trade ko kha jata hey or chotay trader ko khatam kar jata hey
trading strategy with shark pattern;
shark pattern par trade karnay kay different method hotay hein ap es pattern k bhagair kese sangum kay trade kar saktay hein laken mn ap ko kam az kam candle stick pattern ko shamell karnay ke safaresh karon ga
candle stick pattern aik trader ko batatay hein keh kab trade open karne hey kab trade ka wait karna hey
mesal kay tor par ap ko chart par aik bullish shark pattern nazar ata hey laken point C par ap ko bullish pattern mein koi activity nazar nahe aay hey price aik bare bearish candle stick bana rehe hey ap ko kese bhe bullish candle stick kay zahair honay ka intazar karna chihay es ke bajay keh ankhen close kar kay buy ya sell karna chahiye.
open trade
jab point c banta hey to bullish pattern complete ban jata hey to phir kese bhe bullish candle stick pattern ke tashkeel ka entazar karen jaisa keh engulfing teen inside bar ya pin bar bearish pattern ke zaroorat hote hey bearish pattern ke sorat mein point C par bearish pattern candle stick ka entazar karna chihay
stop loss level;
stop loss level bullish shark pattern ke sorat mein point C par candle stick pattern kay nechay ho ge bearish shark kay ley stop loss ke level bearish candle stick pattern say chand pips opar ho ge
take profit level;
take profit level kay risk ko kam karnay kay ley take profit 1 ke point A ke price level ho ge take profit 2 ke pont B ho ge j keh price level ho ge
jab price take profit 1 ke price level ko hasell kar lay to ap ko trade ko bhe break karnay ke zaroorat ho ge trading mein harmonic pattern par trade karnay kay ley aik simple strategy hey
conclusion;
harmonic pattern mein behtaren stop loss ka shekar pattern shark pattern hota hey harmonic pattern behtaren hey ap ko Fibonacci kay tanasob ke wajah say yeh pattern ko identify karnay kay thre zyada koshesh kar nay ke zaroorat hote hey
jab ap pattern ko 100 bar back test karen gay to ap chart kay aik second kay nazaray say harmonic pattern ka pata laga saktay hein harmonic shark pattern par trade karnay ka behtareen tareka shark pattern hota hey or best time frame 15M time frame he hey