Introduction of Stretegy ;-
yeh aik aisi stretgy hay k is may her aik thora sa aagay ho kr apna benefit lena hota hay or is k liye kafi efforts krna hoti hain.agar without trading strategy key trading ki jaye to ham ye sure nahi hoty hey hamy profit hasil ho sakta hay ya nahi, strategy key baghir trading karna bahot hi mushkil hay ya to luck par depend kia ja sakta hay aur ya blind trading ki ja sakti hay magar strategy use karny se hamari trading behtar ho sakti hay.
Risk management ;-
achy trader hein wo sab stantegy py kam krte hein dear hume is main sarif experince ur knowledge py depends nai krna hota ha knowledge se market main change ata ha lekin chart ko be hume lazmi fallow krna hume is main khud ki eik starntegy open krni chaiye ur phr os k mutabiq eik atrget set krna hota.
Or hume phr os k mutabiq is main kam krna chaiye ye business hamre liye eik sab se best online business hai hum is main asani se kameyab ho sakte hein is business main sab se important bat ye hai k hum is main without invesment k kam kr sakte hume hardworking k sath is main kam krna chaiye analysis ko dekhna lazmi hota hay.
Conclusion ;-
trading strategy se murad yeh hai ki aap ne apni judgement, charts, candles pattern, aur indicator ki madad se ek aisa Laya-e-Amal Banaya Hota Hai Jis per kam Kar ke aap kamyabi Hasil kar sakte hain. Trading strategies Bahut si cheezon ka majmua hoti hai in mein se agar Kuch indication reverse bhi ho jain to phir bhi kamyabi ke chances khatm Nahin Hote.
Fundamental changes aise changes hai jo ki Kisi bhi stategy ko reverse kar dete Hain. Is liye Jab Bhi aap trading kar rahe Hote Hain Jis bhi stretegy per aap kam kar rahe hain us per apna kam Jari rakhen magar daily ki buniyad per news ki awareness rakhen, ecnomic calender mein Koi bahut bari meeting yah news to Nahin aney wali agar aisa hai to us ka wait Karen Us ke bad apni trade place Karen.