Calculation of stock loss in Swing High and Swing Low level...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Calculation of stock loss in Swing High and Swing Low level...
    Assalamu alaikum dear Forex friends I hope ke aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business mein kaam karte hain to hamen apna koi bhi order please karte waqt take profit or stop loss ki facility ka istemal karte hue Ham Apne account ko risk and reward reshiyo ke mutabik manage kar sakte hain. To dear friends aaj Ham apni post mein baat karenge calculation of stock loss in swing high and swing low level ke bare mein.


    Swing High Level:

    Dear friends Jab aap market Mein swing high point per entry Lyte Hain To Aisi surat mein aap market Mein stop loss ki value ko highest point per select kar sakte hain, Kyunk Jab market Aisi position Mein use level ko break Karti Hai To iska matlab yah hota hai ki market Ne further bullish movement karni hai aur Aisi situation main aapko market se exit Le Lena chahie aur ek highest point Ka Intezar Karna chahie aap apni next entry use point per Le sakte hain. Kyunki Is Tarah agar aap proper planning ke mutabik faraks market mein kam karte hain aur stop loss ko acche tarike se manage karte hue apna Kam karte hain to aapko achcha profit mil sakta hai.


    Swing Low Level

    Dear friends market Mein down trend mein Ek lower point per entry Hasil karte hain to ismein aapko Hamesha bahut zyada fayda Hasil ho sakta hai,Kyunk Jab aap market mein zyada Se zyada safety level ko maintain karne ke liye ik lower point per entry Lete Hain To Aisi condition mein aap us market Mein lowest point per Apne stop loss key value ko set kar sakte hain aur jab markets break karti hai to ismein or lowest Jana Hota Hai. To aisi surat mein aapko aapke account ke Wash hone ka kharcha hota hai isiliye stop loss hamesha aise point per set Kiya jata hai jisko market touch Karen lekin Kafi time ke bad aur Is Tarah aapka account bhi mahfuj Rahe aur aapka target profit bhi aapko mil jaaye.

    Calculation of Stop Loss

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	75.9 کلوبائٹ
ID:	12569016

    Dear friends forex market mein kam karte hue Kisi bhi tarike se jawab faraks market mein apna koi bhi order place karte Hain to Agar aap stop-loss ki proper calculation Karte Hain aur iske sath sath Ek acchi Jagah entry Le Lete Hain To aap apne account ko properly safety se maintain kar sakte hain. Forex trading market main aapko Hamesha zyada Se zyada advantages Hasil karne ke liye regular basis per apni trading activities ko profitable banane ke liye ye apne account ki safety level ko maintain karna zaruri Hota Hy. Agar aap stop loss ki proper calculation karna chahte hain to iske liye aapko Hamesha market Mein Different techniques ko acchi Tarah study karna Hota Hai kyunki Is Tarah jawab different techniques ke mutabik stop last day calculation karte hain to aapko market se achcha profit Mil jata hai aur Is Tarah aapka account bhi mahfuj rahata hai.

اب آن لائن

Working...
X