symmetrical triangle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    symmetrical triangle pattern
    Symmetrical triangle ka tauraf

    symmetrical triangle aik trend reversal pattern hy , ye pattern Tower apttern sy milta julta pattern hy , jis main aik triangle shape ki formation banti hai Symmetrical Triangle pattern consolidation ko represent karta hai aur jab market is triangle oper ki line ko Breakout Karti Hai To to Ek bullish Trend start Hota Hai aur Agar market price iski lower line ko Breakout Kare to Ek bearish market Trend start Hota Hai

    symmetrical triangle pattern ki pahchan
    Symmetrical triangle pattern Ek triangle shape Mein pattern hai is pattaren nain higher highs aur lower lows kinaraam sy pehchan ho sakti hy kion ye pattern trend ki identification k liay boht abm jana jata hy , ye pattern end reversal pattern bhi mana jata hy 1ikhtilaf paya jata ha, chart pattern ma km sa km 2 low high aur 2 high lows ki range zahir hoti ha jin ko lines k zariay join karain to aik symmetric triangle ki shape bnti ha, jb support trend line 2 consective lows ko aur resistance trend line 2 consective high k sath join hoti hain to dono trend lines ma aik certain symmetry degree k sath convergence hoti ha, symmetric triangle sa us waqt strong entry signal milta ha jb prices triangle sa breakout kar k existing trend ki direction k 50 sa 70% k darmian ayen

    symmetrical triangle pattern ke sath trading strategy
    symmetrical triangle pattern ke sath Ek bahut important hai mana Hai is pattern ko samajhne ke liye hamen triangle pattern ko samajhna bahut jaruri hai is pattern ke sath ho sakti hai take profit ko support aur resistance level par place kerna chahiye chart patterns mein bohat sary patterns ko use kiya jata hai un mein se aik eham pattern symmetrical triangle pattern bhi hai is mein do aik he tarhan ki slopes benti hain aur ye dono lines par comprise hoti

اب آن لائن

Working...
X