Peak Point in forex trading business.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Peak Point in forex trading business.......
    Assalamu alaikum dear friends jab hum Forex trading business mein kam karte Hain to hamen apna Kam acchi knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai kyunki agar ham without experience aur knowledge is business mein kam Karti Hain to Ham kabhi bhi successful Nahin ho sakte isiliye hamen har topic ko focus karna chahie aur iske bare mein complete knowledge aur information hasil Karni chahie to tabhi ham is business se achcha profit Le sakenge.

    Peak Point:

    Dear friends Peak Point ik aisa point hota hai jis per market mein bahut zyada price chal rahi hoti hai aur jab market mein kisi specific commodity ki higher price available Hoti hai to is surat mein usko Ek point ka naam Diya jata hai yah aisi condition Hoti hai jismein market is point ko highest point banane ke bad FIR downward Apne movement Shuru karti hai aur ISI Tarah down word chalti hai.

    Click image for larger version

Name:	double-top-pattern_body_SHAREdt.png.full.png
Views:	6
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12568877

    Identification:

    Friends forex market mein jab aap kaam kar rahe hote hain to aap peak point kobahut aasani se identify kar sakte hain kyunki yah Ek aisa point hota hai jo market mein already ek highest point ko touch karne ke bad banta hai aur uske bad market rebound hoti hai aur aisi condition mein aapko market mein Ek achcha resistance ki identification bhi ho jaati hai aur usmein aapko bahut achcha profit bhi hasil ho sakta hai aisi condition mein agar aapko aasani se identify kar lete hain to aapko market mein ik acchi confirmation milane per aap market mein entry Le sakte hain aur ismein aapko bahut achcha profit bhi hasil ho sakta hai isiliye is pattern ki identification ke bad aapke liye entry Lena bahut aasan aur bahut strong ho jata hai.


    Types of Peak Point:

    Dear friends jab aap is point ko identify kar lete hain to is surat mein aapko masjid study karne ki jarurat hoti hai aur iski types ke bare mein Janna aapke liye bahut jaruri hota hai pic point ko masjid do hisson mein taksim kiya jata hai iski detail kuchh Is Tarah se Hoti hai.


    First:

    Dear friends Jab forex trading market mein aapko ik higher price available hoti hai aur Market continuously upward movement Karti rahti hai to aisi surat mein jab market Ek highest point banati hai to aap usko market mein first peak point ka naam dete Hain .yah vah point hota hai jismein market is point ko touch Karke rebounce hoti hai aur Market mein price downward moment start karti hai aur yah point market mein Ek resistance level ban jata hai aur is point ko first peak point ka naam Diya jata hai.

    Second:

    Dear friends jab forex market mein consistently upward moment ho rahi hoti hai to uske bad market mein aapko downward bhi moments dekhne ko najar aati hai jab market mein aapko yah situation milati hai to market FIR upward moment start kar deti hai to aisi condition mein market ik dafa phr ik highest point banati hai aur jo ke pahle wale highest point ke barabar hota hai is point ko aap second Peak point ka naam dete Hain aur ismein aapko hamesha bahut jyada careful rahane ki jarurat Hoti hai kyunki is surat mein aapko Ek aisi information milati hai jismein market phie downward movement start karti hai to surat mein agar aap sell ki entry lete hain to aapko loss ka samna karna parh sakta hai isiliye aisi situation mein careful hokar trading karne ki jarurat hoti hai.
    Kyunki aap jitna jyada careful hokar Kisi bhi pattern ko acchi tarike se samajhne ke bad faraks market mein entry lete hain to aapko uske acche advantages milte Hain.

    Click image for larger version

Name:	486A0E75-F082-466C-A0B1-FD973DEA6CAD.jpeg
Views:	1
Size:	78.7 کلوبائٹ
ID:	12568876

اب آن لائن

Working...
X