What is round bottom candlestick pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is round bottom candlestick pattern?
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business mein kisi bhi candlestick pattern ko acchi tarike se samajh Kar aur uski proper confirmation ke bad use pattern per trading Karti hai to hamen uske acche advantages acche profit ki surat mein milte Hain isiliye Kisi bhi pattern ko samajhna aur FIR usko apni vakil mein incluid karna aapke liye bahut jaruri hota hai dear friends aaj Ham baat karenge round bottom candlestick pattern ke bare mein aur yah information aapko is topic ko samajhne aur apni working mein load karne mein madad degi.

    Round Bottom Candlestick Pattern:

    Dear friends round bottom candlestick pattern Ek aisa candlestick pattern hota hai jo aapko sport level per available hota hai aur isko chart mein founder karne ke bad aapko round shape mein Ek pattern milta hai jismein aapko clearly yah mention hota hai ki market down jaate hue rounding position banati hai aur FIR upar side per chalna start Karti hai iske andar se pattern ko round bottom candlestick pattern kahate Hain.

    Click image for larger version

Name:	Rounding-Bottom-01.png
Views:	7
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12568867

    Recognisation of Pattern:

    Dear friends jab aap forex market mein candlestick pattern ko recognise karna chahte hain to iske liye aapko bahut hi perfect information chahiye hoti hai jo cake and stick pattern aapko hamesha support level per milta hai aur ismein aapko round shape mein Ek pattern najar aata hai jisko aap aasani se identify Karke sakte hain aap usi time tak acchi trading karne ki position mein Nahin a sakte jab tak aap Kisi bhi pattern ko completely identify nahin kar sakte jab aap market mein kisi bhi candlestick pattern ki shape ka idea Laga Lete Hain uski interpretation ki mukmmal details aapke pass hoti hain to aap acchi decision making kar sakte hain. Dear friends jab aap Kisi bhi pattern ki interpretation ke liye aapke pass kuchh valid reason honi chahie kyunki tabhi aap market mein successfully trading kar sakte hain rounding bottom candlesticks pattern ko recognise kar lene ke bad aur uski confirmation kar lene ke bad agar aap Koi achcha decision lete hain to vah aapko successful banata hai. Isiliye Kisi bhi pattern ko acchi tarike se recognize karne ke bad usko apni working mein include karna Ek acchi trader ki nishani hoti hai.

    Trading Strategy:

    Dear friends round bottom candlestick pattern trading pattern ke liye jaruri hai ki trader is pattern ko complete hone ka wait kare aur jab yah pattern complete ho jaaye aur uske bad new candle open ho to trader ko sel ki trade active Karni chahie round bottom market pattern ke Ek traffic level ke upar banta hai kyunki market is level ko break nahin kar sakti to jab aap ek Bank opportunity aapke pass available hoti hai. Is candlestick pattern ki bahut jyada importance hoti hai aapko Kisi bhi candlestick pattern ki importance ka idea uski different time frames mein available ho sakta hai jawab market mein Ek acche time frame mein Ek confirmation milati hai to definitely uski uska estimated target bhi bahut jyada ho sakta hai aur aapko utna hi achcha profit mil sakta hai. Isiliye hamesha Kisi bhi pattern per trading karne se pahle uski confirmation karna bahut jaruri hota hai kyunki tabhi Ham advantages ko increase kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Rounding-Bottom-Trading-Example-1024x373-4.png
Views:	1
Size:	50.6 کلوبائٹ
ID:	12568868

اب آن لائن

Working...
X