What is deliberation in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is deliberation in Forex trading?
    Assalam alaikum dear Forex friends I hope ke aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business mein kam karte Hain to hamen apna Kam complete knowledge aur information ke sath karna hota hai kyunki Is Tarah hi hamen iske acche advantages hasil ho sakte hain isiliye agar aap chahte Hain ki aap expert traders ki Tarah is market se achcha profit hasil karte Rahe to aapko knowledge gen karne ki jarurat hoti hai aur achcha knowledge aur acchi information aapko Jahan se bhi Mile hasil karte rahana chahie dear friends Ham apni aaj ki post mein baat karenge deliberation ke bare mein aur main ummid Karti hun tujhe information aapko is topic ko samajhne aur ise apni working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.

    What is Deliberation?

    Dear friends deliberation candlestick pattern Ek trend reversal candles take pattern hota hai jo ki teen consectives candlesticks se banta hai candlestick pattern bhi 3 white soliders ki Tarah hota hai Lekin is constructor of candlestick thoda sa different hota hai.

    Click image for larger version

Name:	deliberation-candlestick-1.png
Views:	10
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12568856

    Identification:

    Dear friend deliberation candlestick pattern ko identify karne ke liye aapko is pattern ko acchi tarike se samajhne ki jarurat Hoti hai yah pattern 3 police candlesticks per mujhmein per mil hota hai jo ki sequence mein banti hai is pattern mein shamil pahli candlestick bhi significant stick hoti hai aur second candle pichhali candle ki opening price se above open hoti hai aur yah pichhali industry ki hight se upar hi apni closing deti hai aur is pattern ki third aur last candles take bhi small real body mein hoti hai aur sem price ke sath uski opening hoti hai lekin iski closing pichhali candlestick se above ya below apni closing deti hai Lekin yah bhi Ek police candlestick hi honi chahie.
    Three bullish candlesticks deliberation candistic pattern momentum of buyers ko indicate karta hai pehli police candlestick high momentum of buyers ko represent karti hai aur agale session of May momentum of buyers kam ho jata hai aur last candlestick mein buyers momentum significantly kam ho jata hai small candlestick ki formation ki vajah se aur yah is baat ka ishara hota hai ki buyers ki force kam ho rahi hai market mein aur sellers ki power increase ho rahi hai aur aakhri attempt mein buyers police momentum ko kho dete Hain aur sellers dominate ho jaati hai puri market mein jiski natije mein price kam ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	JLFf0dqP_big.png
Views:	1
Size:	124.0 کلوبائٹ
ID:	12568857

    Significance:

    Dear friends deliberation candlestick pattern construct structure Ek reversal pattern hota hai aur yah bearing trend reverse cell ko indicate karta hai yah police momentum ki week power ko reflect karta hai aur second candlestick jo hoti hai vah hamen buyers ke momentum ko reduce karti hui najar aati hai yah small aur large candlesticks pattern ka ek contrast hota hai jo ki buyers ke pressure ke kam hone ki indication deta hai.

اب آن لائن

Working...
X