Bullish Three Line Strike Pattern.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Three Line Strike Pattern.....
    INTRODUCTION :-


    Aslam u alaikum,


    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members aur ap ke trading achi horahe ho ge or ap log trading karka acha profit bhi hasil kar raha ho ga or mara kuch dost abhi abhi trading start kar raha ho ga jin ko trading ka bara ma abhi kuch bhi ni pata ho ga par aj ma apna inin dosto ka sath forex trading ka kuch point share karo ga jin ko samjna ap sab ka liyaliya zarori ha q ka ya market or trading ma ak kas ahmet rakhta ha. Jo aj ka hamara topic ha os ka name bullish three line strick candelstric pattern ha. Agar ap na aj ka topic sai sa samaj liya toto mujha yaken ha ka ap ko trading ma kuch na kuch profit zaror ho ga to isis liya aj ka topic mara sab dosto ka liya kas hona walawala ha jo dost new ha trading ma or jo mara dost kafi time sa kar raha ha trading.









    WHAT IS BULLISH THREE LINE STRIKE PATTERN :






    Dosto ya pattern four candel sa mil kar banta ha no ka first ma bull8sh hota ha or pattern apna lasa ma breash ho jata ha is ma 4 candels hote ha. Ya pattern bullish trend ma banta ha jo ka bullish ke traf ban raha hota ha. Ya pattern starting ma continues bullish ma hota ha. Is pattern ke first three candel same size ke hote ha or wo up trend ke traf bante ha or kuch poin uper jana ka bad phir market back ho jate ha jo ka pattern ke last candel candel hote ha wo pattern ko down trend ma la kar ate ha. Is pattern ma traders sell ke trade lagata ha jab is pattern ke last candel close hote ha is ka bad market sell ke traf ate ha.





    BULLISH THREE LINE STRIKE :




    Ya bullish three line strike patter four candel sa mil kar bante ha is ke first three candels bullish hote ha or last candel breash hote ha.


    1: Is pattern ke first three candel bullish hote ha ya low point sa open hote ha or close market ka high par hote ha.


    2: Pattern ke last candel ak bare candel hote ha jo ka breash candel hote ha jo ka market ka high sa bante ha or market ka low par close hote ha.





    WHAT DOES THREE LINE STRIKE PATTERN TELL YOU :





    Is pattern ke ak unique shape hote ha or is ma market ke movement bhi unique hote ha. Is ma market up trend ma jate ha or is ka end ma market down trend ma ate ha or traders is par ak bare sell ke trade lagata ha or ya pattern sell ke traf tab jata ha jab market ke thired candel close hote ha to market apna trend change kar ka apni direction ko change kar late ha.



    1: FIRST CANDEL :



    Is pattern ke jo starting candel yani first candel ak choti candel hote ha jo is pattern ka low par bante ha jo market ka top ma close hote is pattern ke first candel ka koi shadow ni hota ya candel agle do candel ka size ka equal hota ha. Ya candel up trend ma close hote ha ya candel kuch point bhi low ni ate.



    2: SECOND CANDEL :


    Second candel first candel ka bad bante ha jo ka first candel ka high par bante ha or third candel ka low par bante ha is candel ka size first or third candel ka equal hote ha ya candl market ka up ttend ka bara ma batate ha. Ya candel size ma choti candel hote ha is pattern ke.


    3: THIRD CANDEL :


    Pattern ke third candel first or second candel ka size ka equal hota ha ya candel second candel ka high par bante ha or ya candel close is pattern ka high par hote ha. Ya candel market ka high point par hote ha is ka bad is pattern na down ke traf ana hota ha.


    4: FOURTH CANDEL :


    Is pattern ke fourth candel is pattern ka sab sa alag candel hote ha jo ka size ma sab sa bare candel hote ha ya firs second or third candel ka size ko mila diya jay tab bhi ya fourth candel is sa bhi bare hote ha. Ya candel third candel ka low paf bante ha or close ja kar first candel ka end par hote ha. Ya is pattern ke sab sa bare candel hote ha is ka bad market na sell ke traf jana hota ha.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X