Dear friends, forex main boht saray indicators technical analysis kay liay aur trade kay liay available hain inki achi practice ki jaye to na sirf knowledge hasil hota hai sath sath trader ko acha profit bi hasil honay kay chances sharp ho jaty hain, in indicators aur tools ka acha knowledge trader kay liay boht importance rakhta hay aur wo apni trades ko easily open, close ya adjust kar saktay hain, in indicators main say aik Qstick indicator bhi hay,
Qstick indicator kay characteristics:
ye aik technical anaylisis indicator hay, jis ko price charts par trends ki identification kay liay Tushar Chande na create kia, yeh specific time periods main pairs ki opening aur closing prices kay darmain difference kay moving average hasil karnay say calculate hota ha, Qstick indicator market ka momentum identify karnay main help karta hay, is kay liay stock ki closing aur opening price ki moving average ka difference use kia jata hay, is tarah ham is say buying aur selling both trading signal lay sakty hain.
Calculation process of this indicator:
indicator ki calculation kay liye three parameters lazmi hotay hain jin main say first chart time frame, second length of moving average and third type of moving averages, signal line create karnay kay liay traders kay pass ye bhi option hota hay kay wo Simple Moving Average ko add kar lain, is main three common period hota hay jis ko signal line kay liay use kia jata hay, Qstick ki value jab zero say above crossing karay to buy aur jab zero say below crossing karay to sell signal miltay hay, is ka formula yeh hota hay,
QSI = EMA or SMA of (Close - Open)
Techniques for trades based on Qstick indicator:
Qstick indicator short term and longer term traders kay liye daily chart time frames main helpful hay magar isko lonely use nai karna chaiay balkay MACD, RSI, kay sath combine kartay huay use karain, Qstick indicator extreme high say reverse karta hay to ye sell signal provide karta hay aur jab indicator extreme low sa reverse hota hay to ye buy ka signal daita hay, jab Qstick indicator increase kar raha hota hay aur prices decrease ho rahi hoti hain to buy ka signal milta hay aur jab indicator decrease ho raha ho aur prices increase hon to sell ki indication milti hay,