Introduction to Breakout Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction to Breakout Trading.
    Friends trading market mein aksar kuch aisi situations create hoti hai jin ki surat mein market crash Kar Jaati Hai is situation ko market Ka break out point bhi kaha jata hea
    Friends aisi situation main maximum logon ka account jaldi wash aesay hi hota hey jab market unexpected movement karti hey iss liay slow movement men trade open nah karen.

    Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	9
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12568629

    What is break Out.

    Friends aksar aisa hota hea kay world level per koi in aspected waqia ho jata hea jis ki waja say mukhtalif commodities ya currency pair ki trading Price bahot he sudden up ya down move kar jati hea aur aik un aspected type ka break our ho jata hea market aik range bana rahe hoti hai to aus time market apny trend mai moment se phly aik dafa range ko break kar k retest karti hai aisy time mai ap ne trade lagani hoti hai ais mai ap agar trade lagaty hai to ap ko ais mai ye faida hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (27).png
Views:	7
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12568630

    How to Avoid Breakout of Market.

    Friends market kay Breakout say bachny kay liye aap ko market ki current situation say waqif hona bahot zaroori hea kyn kay halat e hazara say aap ko jub talk waqfiat nahin ho gi tub take aap effective trading nahin ker sakty is maqsd kay liye aap YouTube aur mukhtalif social media use kar sakty hean friends trading market mein breakout ko dekhna chahte ho to aap ko maloom hona chahie ki candlestick chart baton mein aapko yah sari information mil sakti hai jab market training ke bad breakout karti hai to isko sideway breakout kaha jata hai yah breakout bullish breakout ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	1
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12568631

اب آن لائن

Working...
X