Bull Power And Bear Powers Indicator.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bull Power And Bear Powers Indicator.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai bull Powers And Bear Powers kia hai iski important information aapke sath share karungi.

    Bulls And Bears Power Indicator:

    Market ke do importance levels Hain bullish and bearish aur bulls or bears power indicator market ke UN jajbat ki Asal takat ki paimaish Karta Hai Bulls and bears power indicator ko famous technical analyst Alex Alexander elder ne taiyar kiya hai aur usne isko Apne book trading for a living Mein Iske bears Bayan tafseel Bataye Hain Agar is indicators ka tasawar Pahle Se Thoda Sa pechida Maloom ho sakta hai lekin yah Hakikat mein bahut Aasan hai aur sirf price aur ek expandental moving average ka use Karta Hai Jiski tafseel darja zail batai gai hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T114013.003.png
Views:	3
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12568580

    Bulls Power:

    Bulls power indicator ka buniyadi maksad Kisi bhi time market Mein buyers ka cake mukabale sailors walon ki nisbat takat ka andaza lagana hai yah Kaise Karta Hai yah aasani se paimaish Karta Hai Ki Aaya maujuda price pichhali price se jyada hai aur Agar yah hai to bulls ko winner Samjha Jata Hai yah maujuda bar ki sabse Jyada price aur ek exponential moving average Jo Aam Taur per 13 periods by default select Hua Hota Hai Ke Darmiyan difference ko Lekar Kiya Jata Hai indicator ke mutabik Tej calculation karte hue darja zail formule ka use Kiya Ja sakta hai.

    Bull Power = High Price - Exponential Moving Average.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T113935.071.jpeg
Views:	2
Size:	57.5 کلوبائٹ
ID:	12568581

    Bears Power:

    Bears power indicator sirf Bulls power Ka Ooltah Ja opposite Hai yah bears ki takat ko jahir Karta Hai Jiska matlab hai ki agar maujuda price previous price se kam hai to bear winner kahlayenge bears power indicator ka buniyadi maksad buyers ke mukabale mein sellers walon ki nisbat takat ka andaza lagana hai aisa karne ke liye aap sabse Lo price aur exponential moving average Ke Darmiyan difference late Hain Jo jyadatar bye default 13 periods Ka Hota Hai darja zail formule ki madad se indication ki Ja sakti hai.

    Bear Power = Low price - Exponential Moving Average.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T113955.204.jpeg
Views:	6
Size:	64.5 کلوبائٹ
ID:	12568582

    Trading:

    Bulls and bears power indicator ko oscillator ke Taur per Banaya Gaya Hai power indicator use karte time aapko bye chahie Jab histogram se upar Jaaye aur install installment price exponential moving average EMA se jyada ho indicator exit signals ki bhi Nishan Dahi kar sakta hai jaise ki Jab histogram zero se down a jata hai aur Jyada price exponential moving average yani IMA se down Jaati Hai yani price LoW ho rahi hai bears power signals ke liye Jab histogram 0 se down chala jata hai aur Lo price EMA se kam hota hai to aap Yahan per aap Sel kar sakte hain Jahan yah bhi signal ki bhi Nishan Dahi kar sakte hain jaise ki Jab histogram zero se upar jata hai aur Lo price EMA se upar Jaati Hai yani price increase ho rahi hoti hai.

    Yah mostly Kaha jata hai ki bulls and bears power indicator ko Trend ke indicators ke sath milakar Lago kiya jaaye jaise ki moving average trend ki Simat ki confirmation Hasil karne ke liye hota hai bulls and bear power indicator Kuchh dusre indicators Ki Tarah Jyada famous indicator Nahin Hai To Ham yah Ek tasawar from kar sakta hai ki is Waqt market ka control kiske pass hai.


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T113946.281.jpeg
Views:	4
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12568583

اب آن لائن

Working...
X