Forex Price Chart.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Price Chart.
    [B][B]Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Forex price chart kya hai Iski important information aapke sath share karungi.

    Forex Price Chart:

    Forex trading chart future markets Mein technical analysis ke liye jaruri hai Kyunki yah market ke pass ka mutaliya ki buniyad provide Karti Hai yah price ki moments ko visual Andaaz mein Dikhane aur trade karne ka ek Zariya Hai Jis per analyst mukhtalif types ki indicators ke use karte hue market ke current situation ke mutabik apni planning tarteeb Dete Hain traders time frames aur mukhtalif visual Andaaz Mein Dikhane ke liye chart tarteeb Dete Hain trading ke liye trades ke munthib Karda time frame per munajir hai ki vah mukhtalif time frame Ko Dikhane wale different charts Ko Dikhane ka intekhab kar sakte hain Ek long term trader weekly ya monthly chart per price Ka Pata Lagane Ki Koshish Karte Hain Jab Ke Ek short term ke traders 60 minutes ya 5 minutes ke chart ka use karte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (13).jpeg
Views:	2
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12568576

    Charts ko tarteeb dene aur in charts per visual price numaendagi ke bahut se tarike Hain chart ki sabse Aam exam candlestick bar chart aur line chart Hai isase Pata Najar ke price ke trader kis kism ki visual numaendagi ka use karte hain candlestick bar chart online chart shanak karne ke liye Rasta Talash karne mein help Karte Hain.

    • Ke Aaya market trend Mein trade kar raha hai.
    • market ke top ya bottom Mein trend reversal hone wala
    hai.
    • market ki consolidation ya ishtakam ka time period.

    Candlesticks Charts:

    Candlestick chart price ki ek visual numaendagi ka use karte hain Jo do important parts body aur wick Mein divide Hote Hain yah part Ek Aise Andaaz Mein Milte Hain Jo Ek candles Ki Tarah Najar Aate Hain Jiski vajah se is ka naam candlestick chart Rakha gaya hai.

    Wick body ke upar aur niche Ek Patali lakir se jahir hota hai jo ek time frame ke dauran trade ki Gai sabse Jyada aur sabse kam price ko dikhata hai candles ki body Moti aur Darmiyan darmiyana hissa ek time frame ke dauran open aur close Hone Wali price ko jahir karta hai agar Ek candle mein open price close se kam hota hai to candles ke color aamtaur per green ya white Hoga lekin yah trader ko software ke color ki types per munajir hai agar close price open price se kam hoti hai to candles Ka bar Aam Taur per red ya black ho jaega lekin yah bhi trade ke software aur usmein maujud color ke intekhab per munajir hai sabse pahle candles ki real body ka size kharido ki shiddat ki nishandai Karta Hai candles ki real body jitni lambi Hogi is candles ki time ke dauran Itni hi jyada price badhegi candles ki short real body ka matlab yah hai ki open aur close Hone Wali price bahut milati julti hai Jiska matlab yah hai ki munthib karda time frame Mein price Jyada strong Mein Nahin Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T110231.163.png
Views:	11
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12568577

    Dusra real ki nisbat Shadow ya wick ka size bhi important hai Sambhal ya bagair Shadow wali candles ka matlab hai ki close price time frame ke dauran Jyada strong hai agar yah green Hai To iska matlab hai ki buyers market ko Apne control Mein liye hui hai aur Agar yah red hai to market ka control sellers ke pass hai.

    Bar Chart:

    Bar chart ya OHLC chart Kafi had Tak candlestick chart se hososeyat main Milta julta Hai lekin ismein Kuchh visual difference hai candlestick chart Ki Tarah bar chart Har time ke liye data ka Char Hisse from Karta Hai open , high Low, our close.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-12T110121.891.png
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12568578

    Open price bar ke Byan Taraf Ek Chhoti horizontal lines Hoti Hai jabki close price horizontal line se daen Taraf hoti hai time frame ka high aur lo price bar ki vertical line Se jahir Hoti Hai Ek Bar Main trader dekh sakte hain ki price kahan se start Hui price kahan khatm Hui aur price ki trading ki had kya hai ek trader ke Taur per aapko time frame per Bani approach ya trade per Bani approach ka use karte hue yah set karna hoga ke aapke chart per Kitni bar koi nai candles take ya bar jahir hoti hai for example agar koi trade 5 minutes ke chart per bars ka ek Silsila muntake Karta Hai Jahan open aur high Pichhle bar ki I se upar hai to vah IS result per pahunch sakta hai ki market ka trend upward Ya bulish Hai.

    Line Chart:

    Line chart basic price ko dekhne ka Ek Aur Tarika hai lekin candles take ya bar Ke baraks Jo trader ko price Karen best Naka ki analysis karne ki ijaajat Deta Hai Ek line chart long term trend ko dekhne ka ek best Tarika provide Karta Hai Ek line chart is baat ki numaendagi karta hai ki price Majhi mein kahan rahi hai aur ek mahsus period ke dauran band Hone Wali price ko zahir karti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	2
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12568579

اب آن لائن

Working...
X