What Is Divergence Pattern,
Divergence pattern jessa kay naam say zahirr hoo rahaa hai kay yehh pattern opposite directions ke taraf ishara karta haiy. Aggar market ke price indicator momentum kayy opposite ya mukhaliff jaa rahei hai to essko Divergence kehty hain. Divergence ke 2 Kissmein hain
1. Bullish Divergence
Bullish divergences kayy characteristics aik jesay hoty hain jesaa kay bearish divergence kay hoty hain bas farak sirf itna hota hai kay yeh uss ke mukhalif simmat main hoty hain. Jab price lowerr bottom chart pe banaati hay jab kay indicator higher bottoms bana rahaa hotta hai to usy Bullish divergence kehty hain. Jab bullish divergence pattern banta hai to market ke price main izafa hony kay qawi imkanat hoty hain.
2. Bearish Divergence
Jab price charts par higher tops banati hai to esy Bearish divergence kehty hain, jab kay indicator us time aapko lower tops dy raha hota hai. Bearish divergence kay baad market aik rapid down movement karti hai aur chahy matket beshak bullish trend main ho Bearish divergence down signal hota hai. Aap agar bearish divergence kay liey signal indicator ke help lena chahty hain to MACD use kar sakty hain.
Divergence Indicators
Bullish aur bearish divergence kay ko sahi use karney kay liey best indicator MACD hai aur essko istemaal karr kay jb aapko crossover milta hai to aap wahan sy signal lay sakty hain. Moving Average Convergence Divergence 1 lagging indicator hai aur lagging indicator aapko crossover ka signal deyta hai. Eskay sath sath aapko ye indicator overbought aur oversold ka signal bhee deta hai. Jessa kay aap neechy dee gai picture main dekh sakty hain: