Importance of point and figure chart in forex trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of point and figure chart in forex trading....
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope of sub khairiyat se honge dear Jab ham forex trading Business mein kam Karti Hain to hamen market ko analysis karne ke liye different tools indicators or iske sath sath candlestick pattern ko samajhna bahut jaruri hota hai kyunki jab tak hamare pass market ko analysis karne ke bare mein complete knowledge aur information Nahin hota hamen market mein entry Nahin Mil sakti aur na hi Ham market se achcha profit Le sakte hain dear friends aaj Ham for extra din form per baat karenge points and figure chart ki importance ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko bahut jyada help out karegi.

    Points and figure chart:

    Dear friends forex trading market mein traders market ki position or pairs ki routine movement ko samajhne ke liye different indicators ka istemal Karti hai yah indicator apni calculation or result se market ki next moment ki indication karte hain inmein se points and figure chart bhi hamen market ki condition aur next expected movement ke bare mein bahut acchi information provide karta hai.
    Point and figure chart dusri chart se different method se price movement ko point out karta hai yah price movement ko x aur zero ke mark se columns mein indicate karta hai rising price ko x se jab ke falling price ko 0 se jahir karta hai jab point and figure chart per price ko dekhne ke liye support aur resistance levels ke sath Baki tamam patterns bhi baithe define hote Hain to use waqt point and figure chart per break out clearly najar aata hai kyunki yah break out ko jahir nahin karta Bal ke sirf real break out per hi indication deta hai.

    Click image for larger version

Name:	PointAndFigure-5c7ee7adc9e77c0001f57cf3.png
Views:	1
Size:	82.1 کلوبائٹ
ID:	12568536

    Uses of point and figure chart in forex trading:

    Dear Friends points and figure chart technical analysis karne ke liye bahut jyada madad karta hai isiliye analyst isko istemal karte hain aur vah is base per market ka trend find out karte hain aur iske sath candlesticks pattern ki base per trading signals bhi dete Hain aur kuchh point and figures chart per bahut jyada depend Karti hai aur Is Tarah Baki chart ko bhi istemal Karke traditional signals ka istemal karte hain point and figure chart ki ek yah baat bahut acchi hai ki yah fals break out ko indicate Nahin karte jiski vajah se analyst is per bahut jyada trust karte Hain point and figure chart ki ek ki hai aur vah box ka size hota hai aur vah hamen price ki movement ke liye istemal Kiya jata hai isko samajhna thoda sa difficult hota hai lekin isko istemal karna bahut aasan hota hai isiliye agar aap is chij per focus rakhte hain aur isko acchi tarike se samajhkar ismein apne working karte Hain to aap point and figure chart se bahut acchi advantages Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	PointFigureES.gif
Views:	4
Size:	28.2 کلوبائٹ
ID:	12568537

    Importance of point and figure chart in commodities:

    Dear friends point and figure chart Kisi bhi payer your commodity price movement ko plot karta hai jismein time ko consider nahi kiya jata point and figure chart ko dekhte hue technical analysis Karne wale analyst sport or resistance ko istemal karte hain yah chart false break out ya bahut chhoti price moment ko bhi clearly define karta hai jab price Kisi bhi Tay karda price se I moment karti hai to ise box price ke sath denot Kiya jata hai iske natije mein point x banta hai Is Tarah bhi banta hai jab price niche girti hai to use Tarah point zero se isko delete kiya jata hai point and figure chart hamen market ki current situation ko samajhne mein bahut jyada madad deta hai.

    Click image for larger version

Name:	Point-and-Figure-Chart-Range.png
Views:	1
Size:	839.7 کلوبائٹ
ID:	12568538

اب آن لائن

Working...
X