What Is Fibonacci Retracement ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Fibonacci Retracement ?
    assalam o alikum:


    Dear forum member, ap ny buht acha experience share kiya hai. forex trading me kamyab Hony k liy ap ko market k indicators ka pata Hona chaiy. Technical anaylsis k liy indicator ap ki help krty hain. In indicators main Fibbonacci retracement indicator buht important hai. Forex trading market main support aur resistance level k k liy, yah indicator ap ki buht help krta hai. Yah indicator golden ratios calculate krta hai.yeh bahut zyada help krta hai. Aur in ki based per support aur resistance level ki information daita hai. Aaj main ap say fibbonaci retracement indicator say related important information share krna chata hoon.insha allahbyeh ap kiliye bahut faida mnd sabit hoga.

    Basic working knowledge of Fibonacci Retracement Indicator:
    Dear friends members, Fibonacci Retracement Indicator support aur resistance level k identification k liy buht acha indicator hai. Yah indicator, golden ratio ko use krty howy support aur resistance level btata hai. is liye yeh bahut hi zyada important hai.

    What are golden ratios and how they are used:
    Dear frinds Fibonacci Retracement Indicator, main 24.3%, 33.8%, aur 61.7% ko hum golden ratios kehty hain. Yah levels Forex market k liy buht important hain. In level say agr ap trade krty hain to ap ko acha profit hota hai. aur yeh hamara bahut help krty hain aur acha profit dete hain.

    Trading strategy:
    Dear frinds forex main agr ap aik low ya high point say, Fibonacci Retracement Indicator ko draw krty hain to yah ap ko asy levels daita hai jin say market reverse ho sakti hai. In levels per market k reverse hony k buht zayda chances hoty hain. Aur ap resistance aur support k hisab say, aik achi entry lay sakty hain.is tarah apki sare trade achi hojayegi aur apko bahut faida hoga.

    Benefit to use Fibonacci Retracement Indicator perfectly:
    Dear friends fibonacci indicator ko agr trade k liy use kiya jay to ap professional trader ki tarah maximum profit hasil kr sakty hain. Ager ap Fibbonacci level say trade krty hain to ap market say maximum benefit lay sakty hain. yeh bahut hi acha indicator hai is se apko bahut zyada faida ho sakta hai agr ap isko achi tarah follow kre gay.umeed hai apko topic achi tarah samjh agai hogi thanks lazmi dain .
    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X