Forex Trading Main Margin And Margin Call.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Margin And Margin Call.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai margin and margin Kal ke related important information aapke sath share karungi.

    Margin:

    Forex trading Mein margin se Murad Hamare deposit rakam ki vah limits Hain jisse Ham Forex trading Mein Hum Kisi currency ko bye ya Sel karne ke liye use karte hain margin ko percentage Mein Hi account Kiya Jata Hai margin ka bhi hisab Kitab library Se Hi Jaisa Hai Lekin yah percentage Mein account Kiya jata hai ki ek trader ko lajmi Apne account Mein Kuchh percent Tak deposit karna Hoti Hai yah percent deposit changing nahi hai lekin yah trader ki investment hoti hai jo lajmi hai use per Agar Ek trader Apne account mein 1000 dallar add karta hai aur yah broker ke hisab se Van percent Hai To brokers uske sath 99% margin Apne side add Karta Hai Jab Bhi Ham Apne account se trade ko open Karte Hain To yah percentage kam Ho Jaati Hai Aur yah Koi charges Nahin Hai Bus yah Ek Khas reshiyo hota hai Hamare account ki ek types limits hoti hain Ham Jab Bhi forest trading mein kisi brokers ke sath rakam Jama Karte Hain To Hamara margin use time Apne Jama Karte rakam ke hisab se kam hota hai lekin Jab broker Hamen leverage data account ke margin increase ho jata hai aur ham FIR isase Jyada stock ko bye ya Sel kar sakte hain margin Kyon Ke direct Talak Hamara account delivery se hota hai to Jitna Ham Apne account ka Levis Jyada Se Jyada rakhen ki koshish Karenge To Hamen use hisab Se Jyada margin Milega.

    Click image for larger version

Name:	margin-call-level-diagram1 (1).png
Views:	12
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12568328

    Explanation:

    Jab Bhi Ham Kisi broker ke sath account open Karte Hain To Uske bad Ham Apne account mein deposite karna Jaruri hota hai Nahin To Hamara account margin zero show Hoga FIR brokers ko Hamen Hamare account ka margin deta hai jo ki percentage Mein hoti hai agar Ham Apne account mein $1000 deposit karte hain to uska matlab hai ki Hamara account one percent margin Ka Hai Baki 99% brokers hi Jama karte hain isase Hamare account ki limits increase hokar hundred percent Ho jaati hai aur isase ham Jyada stock Mein trading karne ke ahal Hote Hain margin ka anusar Har EK brokers ka hota hai aur Kabhi kabhi vah isko increase bhi karte hain jaise Kuchh brokers weekend per high risk ki vajah se margin 2 percent kar dete Hain.

    Margin Call:

    Agar Ek trader Ek broker ke sath 1000 ka account open karta hai aur brokers isko Van percent ke hisab se hundred thousand dollar Tak Uske account ki limit ko increase karta hai aur trading start karne ke bad traders yah invester ke account ko lock Ho Jata Hai Jiski vajah Se Uske account thousand dollar loss Mein Chala Jata Hai to broker Apne kalayen rader Ko warning Jari karta hai ki yah To vah Apne account mein Majid deposite Karen ki use ka account Sare se nikal Jaaye aur ya vah Kuchh stock ko maujud market pecell kar de to kya Uske account safe Rahe lekin agar vah aisa nahin karta hai to usko margin kal Di jaati hai aur broker Khud Hi Uske account se Kuchh trades ko Sell kar deta hai aur Agar loss bahut hi jyada ho to usse broker Apna margin nikal Deta Hai Kyunki uska account wash hone per Majeed trading ka ahal Nahin Hota To yah account ka margin kal hota hai jismein traders ka account bahut hi jyada Low level per Chala Jata Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-09T214949.932.png
Views:	6
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12568329

    Alarm Manager Tools:

    Forex trading Mein alarm manager tools Hum Apni trading ki reminder vagaira ke liye use karte hain forest trading Mein alarm manager tools Hum Forex trading ke automatic aur Mukammal personalised trading ke liye use karte hain alarm manager tools Ko Hum Forex trading Mein Apne account ki notification aur Market ki current situation ke bare mein use karte hain Jab Bhi Koi event Ho Jata Hai Tujhe automatic ke liye action leta hai agar Ham forest trading Mein alarm manager to uske sath Twitter email ya SMS option attached Karte Hain To Ham isase automatic ke liye update bhi Hasil Karte Hain.

    Alarm Manager Tools Ka Istemal:

    Forex trading Mein Ham alarm manager tools ka use Kuchh Is Tarah Se kar sakte hain Ham Ek Khas position per alarm manager ko set Karte Hain Ki Jab Bhi Hamara margin Kisi Khas percentage ko cross karen to yah Hamen automatically SMS ya email ke jarie Ada Karen Ham alarm manager to usko is vajah se bhi use kar sakte hain ki agar Hamara account 10% limit ko cross Karta Hai To Jo trades chal rahi hun vah cross Hone Na De Ya vah unko close kar de Ham different time per ya different session ke mutabik trading ke selection kar sakte hain Jaisa ki Subah 8:00 AM per trade open ya close ho ya new yok session py trade open ho jaaye Ham is mein time duration bhi de sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	margin-call-level-usdchf-example1 (1).png
Views:	10
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12568330

اب آن لائن

Working...
X