What is Bearish counter attack line candlestick pattern in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bearish counter attack line candlestick pattern in Forex trading?
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear jab hum Forex trading business mein kam kar rahe hote Hain to hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat hoti hai aur hamen Apne targets bhi acche tarike se pure karne hote hain kyunki jitne acche tarike se hamare targets complete hote hain aur jitna jyada Ham hard work karte Hain Ham usi ke mutabik advantages milte Hain isiliye agar aap chahte Hain ki aapko acche advantages Mile aur achcha return mile to aapko apna Kam hard work aur acchi knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat hoti hai.

    Barish Counterattack Line Candlestick Pattern:

    Dear friends bearish counter attack line candlestick pattern price chart per buyers ke jyada pressure ki vajah se bullish jaane ki condition mein banta hai aur vahan per jyadatar isko reversal hone ke kharcha hota hai jismein aksar kuchh aise pattern hote Hain Jo price ko teji ke sath bear is push karte Hain. Jisse Barish counter attack line pattern banta hai counter attack line candlestick pattern price ke top per ya police trend mein banta hai jo do candles per mustamil pattern hota hai ismein shamil first candle Ek real body wali bullish candle hoti hai aur second bearing candle hoti hai pahli candle close point se gap mein open hoti hai aur FIR pattern ki second candle first candle ke upper gap mein open hoti hai aur uski closing per closing deti hai pattern ki dusri candle price ko ek naye bullish jaane se rokati hai aur iske sath yah candle Ek bearish hone ki vajah se trend reversal ke taur per apna Kam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	counterattack-bearish-candlestick-chart-pattern-candlestick-chart-pattern-for-traders-powerful-b.jpg
Views:	1
Size:	140.0 کلوبائٹ
ID:	12568178

    Formation of candles:

    Dear friends is pattern mein price ke top per do different candles ka ek bearish trend reversal pattern banta hai jiski first candle bullish aur dusri Barish hoti hai is pattern mein candles ki formation kuchh Is Tarah se Hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Bearish-Counter-Attack-Details-1.jpg
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12568179

    First candle:
    Bearish counter attack line candlestick pattern ki first candle Ek bullish candal hoti hai aur yah price ke top per trend ki continuation ka kam Karti hai kyunki yah real body wali candle hoti hai isiliye yah candle white ya green color mein banti hai.

    Second candle:
    Bearish counter attack line candlestick pattern ki second candle real body wali bearish candal Hoti hai yah candle open first candle ke top per gap mein hoti hai aur uski closing first candle ke closing price ke line mein hoti hai aur bearish candal black ya red color mein hoti hai aur yah price ko masjid bullish jaane se rokati hai aur friend reversal ka kam karti hai.

    Trading strategy:

    Dear friends bearish counter attack line candlestick pattern trend reversal ka pattern hota hai aur ismein Market mein sel ki entry li ja sakti hai pattern ke top per sellers jyada active hote hain aur friend reversal pattern per trading trend continuation pattern ki nisbat jyada risky hoti hai isiliye is pattern per trading se pahle market mein Ek bearish ya black candle ka hona mast hota hai jiski vajah se real body ka candle hona chahie aur open aur close same point per Nahin honi chahie agar pattern ke bad police candle banti hai to yah pattern Kam Nahin karta jiski vajah se Is per entry Nahin leni chahie aur stop loss pattern ke sabse top position ya second candle ke open point se tu ya three piece about set Karke market se achcha profit liya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	example_counterattack_bearish.png
Views:	2
Size:	50.2 کلوبائٹ
ID:	12568180

اب آن لائن

Working...
X