How to forex trading is best indicator ,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to forex trading is best indicator ,
    Aslam O Alikum


    Introduction


    I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge ,

    What is indicator,


    Forex trading mein price ki movement ko analyse karne ke liye ham har mumkin koshish karte Hain ki hamen pata chal jaaye ki market ka trend kaun sa hai market mein upar jana hai ya market mein niche Jana Hai Jab hamen ine chijon Ka pata chal jata Hai to tab hi ham market mein successful trading kar sakte hain kyunki market ke trend ko analyse karna hamara sabse pahla kam hota Hai Jab tak market ke trend ko analyse Nahin karte tab tak hamen kamyabi Nahin Hoti Hai.
    Market ke trend ko analyse karne ke liye ham market mein different types ke tools ka istemal karte hain aur unmen se sabse important tool indicator hota Hai meta traders for mein bahut se indicator hai jinmen se Kai indicator bahut hi famous indicator hai aur jab tak ham unka experience hasil nahin kar lete hain tab tak hamen unse acche results Nahin milte Hain lekin Jab hamen unka experience mil jata Hai to tab hamari trading ke result kafi behtar ho jaate Hain aur hamen kamyabi mil jaati Hai.

    How to technical indicators,


    Technical indicator ki definition ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai kyunki Jab ham koi indicator price chart per lagate Hain to hamen pata Hona chahie ki indicator kaise kam karta hai aur Market mein hamen kaise indication provide karta hai ki humne market mein seling position leni hai ya market mein Bank position leni hai ine sab chijon ko samajhne ke bad hi ham Kisi indicator ko theek tarike se istemal kar sakte hain technical indicator ek mathematically equation hoti hai jo ki market ka data provide Karti Hai price jis tarike se movement karti hai aur jis tarike se Kisi khas period mein price open close high aur lo dikhati Hai to usi hisab se indicator hamen use price ko show kar raha hota hai aur ham use indicator ki help se market ke analysis kar rahe hote Hain isliye indicator ko samajhna hamare liye kafi important hota hai kyunki indicator ka hamari trading mein kafi important roll hota Hai.

    How to popular indicator,


    Trading mein coaching decator aise Hain Jo ki bahut hi popular hote hain aur bahut se expert trader UN indicator ko istemal karte hain aur Market mein unse bahut hi acche result lete hain isliye hamen UN indicator ke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai.

اب آن لائن

Working...
X