AOA
INTRODUCTION
Friends kya hal hain Aapke ummid hai kya aap sab khairiyat se honge aur Jahan Rahen Khush Rahen aur mafooz Rahen aaj jis topic per Ham discuss karenge vah Hai negative and positive slippage difference isko Ham understand karne ki koshish karenge Taki ham slipage trading ko behtar karte hue apni trade ko profitable banaa saken
DEFINITION OF SLIPPAGE
Forex mein slipage ham use situation ya condition ko kahate Hain jab Koi order open ya close kiya jaaye to current position ki bajay market up word ya down word move kar jaaye aur hamara order ek new position per place ho jaaye slipage kaha jata Hy use waqt Hoti Hai jab market mein buy aur sel ki between equilibrium na ho forex mein do Tarah ke slipage hote hain ek positive aur secondly negative
POSITIVE SLIPPAGE
Jab market mein Ham Koi order place karte hain to market ke back move karne se hamara order ek new aur Les position per execute ho jata hai jo jyada mufid sabit ho isko Ham positive slipage kahate Hain Is Tarah Koi order close karte hue bhi agar market up move kar jaaye aur new position per trade close ho to yah bhi positive slipage hota Hai jaise Ham trade open karne ke liye Kisi pair ko 1800.oo per Buy karne aur market further downword kar jaaye jisse hamara order 7500.00 per execute ho jaaye ya trade cross karne ke liye ham 1800.00 select karne ki koshish karen lekin market up move kar jaaye aur hamare trade 1850.00 per close close ho ine situation ko Ham positive slipage kahate Hain
NEGATIVE SLIPPAGE
Market mein jab Ham order place karne aur price further move kar jaaye jinse hamare order galat situation per open ho jaaye use negative slipage kahate Hain jaise agar Ham Kisi pair per 100.00 per trade open Karen magar vah 101.00 ho jaaye yah Is Tarah agar Ham Koi trade close karne ke liye 100.00 ki position select Karen ki koshish karen 99.00 per close ho jaaye ine situation ko negative slipage kahate Hn
SLIPPAGE TRADING
Trader trading tools ke help se market slipage ko counter kar sakte hain ek trader Ko agar trade close karni hai to usko chahie ke stop loss aur takeprofit use Karen aur trader Ko agar trade open karni ho to isko chahie ki vah pending order ko use Karen aur trade ko open karne ke liye vah limit order Ki ly stop order ko use Karen aur apne account ki base per manage Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим