Self Analysis with Indicator Guidelines.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self Analysis with Indicator Guidelines.
    Assalamu Alaikum dear member for exceeding market ek aisa platform hai jismein aapko reasonable profit ke sath nuksan bhi ho sakta hai isliye main aaj aapko kuchh important suggestion share karne ja raha hun jiski vajah se aap apne nuksan ko minimise kar sakte hain Jab bhi aap market mein working karte hain to aapko kuchh important factors ko apni trading decision making mein jarur shamil karna chahie.

    Self Analysis

    Sabse pahle aapko Forex trading market se related apni learning aur experience complete karna chahie kyunki jab tak aapko for x rating market ka basic idea Nahin ho jata aur iska experience Nahin ho jata to use time tak aapko kamyabi hasil Nahin ho sakti hai sabse pahle aapko iska experience hasil karna hoga aur iske liye aapko apni learning capabilities ko increase karna hoga.

    Technical Analysis

    Market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko fundamental analysis aur technical analysis ko complete karna hota hai technical analysis ke different factors hote hain jinki base per aap inko complete kar sakte hain aur iske sath sath market mein aapko kuchh important aur valuable information ko share karna hota hai aur iske sath market mein available different news ko acchi Tarah find out karna hota hai jo market ko effect kar sakti hai.

    Guide from Indicator

    Jab bhi market mein aapko profit book karna hota hai to iske liye aapko hamesha Apne analysis ko Kisi bhi acche indicator ke sath compare kar lena chahie Jab aap apni decision making karna chahte hain to isase pahle aapko Kisi bhi ek powerful indicator ki guideline bhi jarur hasil kar leni chahie Agar aapki analysis ka result aur indicator ka result sem hota hai to usmein aapko ek acchi information mil sakti hai aur aap market mein bhi confident hokar apni decision making kar sakte hain.

    Overview

    At the end of my post main aapko yah conclude karne ja Raha Hun Ki Jab bhi aap market mein working karte hain aapko hamesha indicators per 100% depend nahin karna chahie sabse pahle aapko apni information aur experience ki base per Apne analysis ko complete karna chahie aur uske bad market mein indicator ki guide line se apne analysis ko complete karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	Moving Average Indicator.png
Views:	15
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12567812

اب آن لائن

Working...
X