Dear friends, Dead cat bounce chart per bannay wala pattern aik long candlestick ki surat main nazar ata hay aur yeh pattern short term reversal kay baray main batata hay, jab key iski occurence kay through hamain trend ki weakness bhi daikhnay main milti hay, trading main kisi pair ya commodity ki brief ya small price recover ko kehty hain. Ye term is sorat ma use ki jati hai jb market ki price continuously fall kar rahi ho but ye bottom par jany sy pehlay small recover karti hai jis ko ham retracement bhi kehtay hain.
Occurence of dead cat bounce:
agr koi dead cat kisi height say giray to wo bhi aik small bounce back karti hay, kuch trader dead cat bounce ko trend reversal samajh laitay hain kay market ab mazeed down jana stop ho gae hay aur recovery mode main aa gae hay, lihaza wo dead cat bounce kay appear honay par buy ki trade open kar laitay hain laikin jaisa pehle kaha gia hai ye brief but temporary recover hoti hai aur market aik bar phr bottom ki taraf chal parti hay
Main factors for appearing dead cat bounce:
Jo factors dead cat bounce ki waja bantay hain un main aisay pairs jo continuously kai weeks say down ja rahay hon aur yahan kai sellers ko feel ho keh market ka trend abi weak ho raha hay aur ye mazeed down nai jaye gi to woh yahan per profit ko lock kar daity hain aur safe and profitable position main trade say exit hoty rehty hain, jab market mein ek strong downtrend ke bahut prices low level par jana start ho jaati hai to is mein kai baar Aisi situations ati Hai jis mein market retracement karti hai aisi situation ko ap dead cat Bounce Kahtay Hain,
Dead cat bounce as bull and buy trap:
Dead cat bounce ko bull ya buy trap bhi consider kia jata hay jis main kafi traders isay trend reversal samajh kar long positions lay laitay hain jis say wo major mistake kar jatay hain aur apnay account ko risk main daal laitay hain aur trend k opposite trade set kar laitay hain jo downward continue ho jata ha, dead cat bounce ma prices thori si backward moment kay baad ya rise honay kay baad downtrend ko continue karti hain aur previous support levels ko break kar kay new levels low levels create karta ha, traders ko is small upward reversal main confuse nhi hona chaiay