kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ye mere khayal men to haram nhn hai pr hum isay zyada maloomat k bina halal b nhn keh sktay so ya koi bara alime deen hi behtar bara skta ahai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      nai is main ap din raat mhinat kar rhy hai ap ko minat se jo phal milta hai who kaisy haram ho sakta hai ap ko is k ly bhot minat krna parti hai aisy to ap nai kam laity mairy khyal main yhe haram nai ho sakti hai
       
      • #363 Collapse

        bahi ap nay kafi mushkil swal poch liya hay kiu kay sub apny es kaam main itny busy hain kay es tarf kisi nay goor he nahi kiya.wasy bahi es kay bary main main yahi kahon ga kay jiss kaam main profit ya loss aa jay us main haram ya najaiz wali baat he nahi rahti.ap apni mzees tasli kay liya kis alim say rabta kar sakty hain kiu kay wohi ap ko ditail say es kay baty main bata sakty hain. kiu kay un ko es bary main sahi maloom ho ga......
        • #364 Collapse

          Mery dost forex trading haram hy or is tarha q k idhr juwa chalta hy ap ko idhar juwa khelna hota hy or jhuwa haram hy or kesy k ap janty hain k bank ki job sood hoti hy..............
          • #365 Collapse

            jee bilkul men nahe samajhta ke yeh haram business he q ke haram ushe bola jata he jismen apki koi mehnat na laggi ho but iskaam men to ham acha khasi mehnat kerke paisa bnate hen mera jahan tak khayal he ke yeh business haram nahe ho sakhta ..
             
            • #366 Collapse

              forex trading business ko pata nai hai k Forex trading business halal hai kyu is main jub ap trading karty ho to is main apko sirf profit nai mil raha hota hai bul k loss b hota hai to is lihaz sy deakha jaye to haram nai hoskta hai.......
              • #367 Collapse

                kuch specific to nai keh sakta iss baare mei.. koi mufti hei sai bata sakte hain Quran aur Hadis ke roshni mei. Lekin mene kafi mufti sb ko iss mei iktalaf karte dekha hai jese kuch interest ko hallal keh daite hain islamic banking mei aur kuch tab bhe haram kehte hain.Exactly kia hai wo mjhe bhe nai pta.
                • #368 Collapse

                  abhi kuch dino pehle mere kisi bhai ne yahan mufti ka fatwa lagaya tha jahan likha hua tha saaf saaf ke forex ki trading karna haram ni hai halal hai to mere khayal mai yahan ye baat clear hoajti hai ke ye haram nhi hai
                  • #369 Collapse

                    mery bahi me tu rs business me new ho or mujhy es ke bary me kch bi nai pta pr mujhy itna pta ha ke kch mulk me es ko haram bi krar dia ghya ha .......
                    • #370 Collapse

                      Online Forex Trading is 100% HARAM!I have been doing it since the last 5 or so years and spent a lot of time seeing charts and knowing the inns and outs of how the market moves and wat makes it move,must admit that i was getting pretty good at it but only after a series of losses for some time now...Anyway thats besides the point, Jis cheez ke waja se mainay forex chor diya and Allah nay maded ke(mind u it was a TOUGH decision to make)wo reasons neechay diyay hoay hain, InshaaAllah Allah will compensate for this if not in Duniya then in Akhira definitely,Ameen!

                      1) Watch this Video,This will clarify everything regarding online trading:

                      http://www.youtube.com/watch?v=jh_BP4MB8Fw

                      2) Go to this link as well :

                      http://askimam.org/public/question_detail/25911

                      Eik baat main batata jaon kay jis shaks kay dil main shaytaan ya uska apna nafs zada haawi hoa wa hoga tou usko inn videos and links etc ko jo clearly point out kartay hain kay forex is haram in islam, admit karnay main kafi problem hogi,leiken Allah kay nazdeeq wohi kamiyab hoga jo apnay nafs per kaabu pa lay ga aur iss kaam ko chor de ga, ya atleast Allah se dua karay ga kay iss haram kaam se bacha lay,tou InshaaAllah Allah uski maded zaroor karay ga.Shukria!
                       
                      • #371 Collapse

                        bhai ye boht acha sawaal k k forex jayez hy ya najayez haram aur halal ka fark jana k liye islamic rules aur regulations janna boht zarori hy isliye hum sabko chaye k is bare me information collect karein ye hamara mazhabi fareeza hy.
                        • #372 Collapse

                          ilkul easy aap mehnat karty ho aap ko mehnat ka milta isi aap forex pr trading karty ho or trading kr profit aap komilta hai mean aap ko aap ke mehnat ka milta hai phr keo haram.
                           
                          • #373 Collapse

                            bahio forex ilkul halal hai because aap is pr mehnat karty ho s pr posting karty ho trading karty ho apna time daity ho phr keo y haram ho sakta hai y halal hai
                               
                            • #374 Collapse

                              haram wo kaam hai jis m insan ke apni koe mehnat na lagi ho usy proft m mil jae wo haram hai is m to aap forex pr mehnat kar rhy ho islye ya halal hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                yes of course it is valid in islam.it is good for everyone.it is a good market for us and even for every one .forex is a best business in the worid .it gives us much money and also gives us much profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X