Rectangle chart candlestick pattern in Forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle chart candlestick pattern in Forex trading...
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope up sab khairiyat se honge dear jab Ham is business mein kam karte hain to market mein hamen candlesticks mein different types of pattern dekhne ko milte Hain jinki madad se Ham market ko analysis karte hain aur FIR uske bad market mein apni entry ke jarie market se profit Lene ki Koshish karte Hain dear friend aaj Ham baat karenge Rectangle chart Candlestick pattern ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko is topic ko samajhne mein bahut jyada madad degi.

    Rectangle chart Pattern:

    Dear friends rectangle chart pattern for market mein trend ki gap ke characteristics ko indicate karta hai jaise ke tab price sport or resistance ke darmiyan ek side per moment karti hai aur faraks Market mein pattern aamtaur per continuation Trend ke asal direction ki taraf jari rahane se pahle farak market mein trend ka stable ka kam karta hai ab per jalore band ke darmiyan close hone wali confirmation candle stick pattern ke and hone ko identify karte hain aur Market mein jaise Trend ke break out ka confirmation hota hai to yah is taraf indication deta hai ki farak market mein trader ko hamesha tamam charts ka pattern samajhne ke bad apni entry leni chahie.

    Click image for larger version

Name:	grade7-bullish-rectangle-before.png
Views:	8
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12565618

    Types of Rectangle Chart Pattern:

    Dear friends rectangle chart pattern ki hamare paas two types hoti hain.
    Bullish rectangle chart pattern
    Bearish Rectangle chart pattern

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	3
Size:	76.0 کلوبائٹ
ID:	12565619

    Bullish rectangle Chart Pattern:

    Dear friends forex market mein jab Ek continuation pattern jo ki ab Trend ke andar hota hai jaise ki tahat trader long position mein enter hone ke liye follow karte hain aur price mein sport break Kar jaati hai aur break out ke andar close ho jaate Hain to usko Ham police rectangle chart pattern ka naam dete Hain.

    Bearish Rectangle Chart Pattern:

    Dear friends jab forex market mein Ek continuation pattern jo ki niche wale trend mein zahir hota hai aur iske mutabik price sports se break out hone ke liye aur break out zone ke andar close hone ke liye traders short position mein enter hote hain aur vahan per hi close ho jaate Hain to is pattern ko ham bear rectangle chart pattern ka naam dete Hain.

    Trading Strategy:

    Dear friend rectangular chart pattern ke sath trading Forex breakd out ki nisbat bahut sidhi Hoti hai faraks market mein pahle se maujud ab train ko identify karna aapke liye bahut jaruri hota hai kyunki rectangular pattern ka analysis ka process complete karne se pahle is baat ko samne rakhna chahie ki long periods market mein chal raha hai rectangle ke andar high aur lo ko shamil Karke sport aur resistance ko bhi follow karna chahie trader ke asal direction per break out ka intezar Karna chahie rectangle ko paimaish karne ke bad rectangle pattern ko upar rakhna chahie support aur register ki paimaish Karke traders break out se price ka target set Karke stop loss se apni entry ko successful banaa sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X