What is Island Candlestick Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Island Candlestick Pattern?
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members forex trading ma candlestick patterns hmain market trends aur pairs ki prices main changing ki prediction daitay hain, ye pattern muktalif types kay hotay hain in ma sa aik island reversal pattern bhi hota ha,

    Island reversal candlestick pattern:

    ye aik zabardast candlestick pattern hay jo traders ko future market moments kay baray main indication daita ha, ye us waqt banta ha jab candles ka aik cluster banta ha jis ki waja sa prices ma two gaps appear hotay hain, island reversal pattern ma candleaticks ka aik group banta ha jis kay both sides par gaps bnay hitay hain, ye gaps market ma prices ki sharp aur sudden direction kay change honay ko indicate kartay hain, ye pattern bullish aur bearish dono variations ma appear hota ha, is pattern ma current trend ki koi compulsion nhi hoti kay wo bearish ha ya bullish, ye pattern dono trends ma appear hota ha

    Bullish island reversal pattern:

    ye pattern bearish trend ma appear ho kay is ko turn around matlab reverse kar daita ha, pattern ki confirmation kay liay pehli cheez jo trader ko note karni hoti ha wo market ki downtrend moment hoti ha, us kay baad negative gap jo reversal start honay ka signal daita ha, us kay baad market kay behaviour ko note karna hota ha kay kia ye apni moment continue kar rahi hay ya consolidation process start kia ha, kuch time is gap sa below trade kay baad jab price action ho jata hay to aik positive gap generate hota hay, jo price level aur first gap kay close banta ha,

    Bearish island reversal pattern:

    is pattern ko bhi predict karna simple hota ha, ye bullish trend kay doran appear hota ha, Bearish island reversal kay liay market uptrend ma honi chaiay, us kay baad aik positive gap ki appearence hoti ha jis sa hmain market ki further moment ko notice karna chaiay, pattern kay liay ye baat cruicial hoti hay kay gap jaldi fill na ho, bal kay is kay baad bearish trend start ho

    important features of island reversal pattern:

    ye aik boht rare appear honay wala pattern hota ha, ye trend ki bottom aur top dono jaga appear ho sakta ha, is main price kay almost same level par gap banta ha, ye primary aur intermediate trend reversal kay liay aik achi indication daita ha, ye traders main sentiments kay change honay ko zahor karta ha
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Island Candlestick Pattern?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: M-Faizan86 پيغام ديکھيے

    Island candlestick battery hai jo aapko market mein technical analysis ko complete karne ke liye kuchh important aur valuable information or data provide kar raha hota hai aap is information ki base per market mein kuchh important decision making kar sakte hain definitely Jab aap market mein working karte Hain Ki kuchh important factors ko apni trading mein shamil karna start kar dete Hain to uske bad aapke liye trading karna bahut hi aasan ho jata hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X