Risk Factors In Forex Trading ;-
Forex trading main jab currencies par invest kia jaata hai to us main boht saary risk factors involve hoty hain.Or un ko made nazar rakha jaata hai. Agar un main say kise risk kay baary ma parwaah na ke jaay to baad main us risk ke wajha say masaail paida hoty hain jo kay trading kay liey achy ni hoty jesa k is pic may read kiya ja sakta hay.
Monetary Policy Risks ;-
Forex main jo log kaam long term main karty hain un kay liey jo sab sy bara risk hota hai wo jis currency par aap trading kar rahy hon uski monetary policy main tabdeeli hai. Kunkay jab Intrests rates change hoty hain to us kay baad currency par kafi zaida asraat hoty hain.
Leverage Risks ;-
Leverage aik aise cheez hai jo kay apki trading ki sab sy bari dost or sab sy bari dushman ho sakti hai. High leverage ke wajha say volatile market main kafi zaida chages aati hain jis ke wajha say margin kamm aa sakti hai.
Dosry Countries Ka Influence ;-
Jab dosry countries mise mulk ke currency ko influence kar rahy hoty hain to un mulkon ke decisions kafi zaida currency ke value par asar rakhty hain. Maslan agar koi mulk kise dosry mulk k sath trade kar raha ha or wo achanak band ho jaay to us par asar parta hai.
More Fectors ;-
Asal mein risk tab bher jata hai jab hum thora lalach ker jaty hain. Hum chahty hain k bari lot size laga ker jaldi aur ziyada munafa kama sakein. Lakin bari lot k sath ager ap acha munafa ho sakta hai to acha khasa nuksaan bhi acha khasa ho sakta hai. Yahan tak k akser account hi wash out ho jata hai. Phir nai siry se kaam kerna perta hai.is liye jahan tak mumkin ho lot size apny experience aur apny capital k hisab se rakhein. Ta k risk ki percentage kam ho saky.