Explanation of VDX indicator in Trading
*Asalam o alaikum* membrs, umid hai aap sab khairiyat se honge. Jab hum Forex trading market mein kam karte Hain to forex market mein analysis karne mein different types of indicators ka istemal Kiya jata hai aur yah indicator hamen market ke movement ke bare mein achi information provide karte Hain to is wajah se Ham koi bhi acha entry point lekar market se acha profit Le sakte hain. Aaj Ham jis indicator ke bare mein baat karenge wo hai VDX indicator.
What is Volume Directional Index indicator?
Forex market mein technical analysis karne ke liye Jo indicators istemal hoty hain un mien se Volume Directional index indicator ek bahut useful indicator hota hai. yah hamen market price action ki madad se train ki direction aur iski strength ko behtar signal deta hai aur aap iski base per achi entry lekar trading kar sakte hain aur market se acha profit hasil kar sakte hain.
Details of VDX Indicator
Indicator market mein trend ki direction aur strength ko maloom karne ke liye istemal Kiya jata hai. iski madad se ham yah pata Laga sakte hain k market ke current trend mein kitni strength hai. Traders ko apni trades ko manage karne mein aasani Hoti hai. market ki strength ka pata chal jaaye to wo uske mutabik apna entry point Le sakta hai aur Is Tarah agar market ki trend ki strength week ho jaaye to vah es surat mein market se exit ho Sakta hai jiski vajah se wo apne account ko safely manage karte hue trading kar sakta hai.
How to use VDX?
Volume directional index indicator Kisi bhi security ke volume spread par hamen signal deta hai. Eski range 0 se 100 tak Hoti hai jismein below 20 weeks train ka signal Diya jata hai aur jab ke above trend ke strong hone ki indication milati hai iske sath sath traders ko below 20 part rate se exit hote hain to Is Tarah trading se vah above 80 jab hote hain to apni position ko Is Tarah vah hold Rakh sakte hain.
VDX Trading Signals
Volume directional index indicator a common indicator hai isko apni training mein istemal karna jyada difficult nahi hai jiski vajah se isko aasani se use Kiya ja sakta hai aur apni training ko successful banaya ja sakta hai yah indicator bhi Ek Tarah ka 80 later hota hai jo hamen 3 lines working strategy ko apply karte hue market ki movement ko achi trah samajhne mein madad Deta hai jab market mein ham vdx ko set kar lete hain to hamen yah sem indicator ki bahut achi indication deta hai aur Market mein trade open karne trades ko hold rakhne close karne aur continue karne ke bare mein bahut achi information provide karta hai.