What is Harmonic Pattern and its Features....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Harmonic Pattern and its Features....
    Assalamu Alaikum:


    dear member Jab aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to iske liye aapko definitely technical analysis ki bahut jyada jarurat hoti hai technical analysis basically ek aisa platform hota hai jis per aap apni working ko complete karke market ki expected prediction hasil kar sakte hain Jab aap market mein jyada se jyada kamyabi hasil karna chahte hain to iske liye aapko market mein available different factors ko acchi tarah focus karta hota hai aur unke mutabik hi apni decision making karna hoti hai aaj main aapko market hormonic pattern se related kuchh important information aur iska introduction Dena chahta hun.

    Hormonic Pattern

    Dear member yah ek aisa platform hai jo aapko market ki expected movement se related kuchh important information provide karta hai Jab aap is pattern ko study karte hain to ismein aapko multiple types ki calculation karna hoti hai jismein market use specific area ko touch karti hai aur uske bad market rebound hoti hai.

    Retracement Level

    Dear member Jab aap market mein is concept ko study karte hain to ismein aapko refreshment se related bhi acchi khasi information honi chahie kyunki iske har pattern mein market ek specific limit ko touch karti hai aur uske bad market apni next movement complete karti hai jismein aapko confirmation bhi available ho sakti hai.

    More Positive Results


    Jab aap market mein scandal stick pattern ko find out karte hain aur ismein is pattern ko study karte Hain to iske results aapko mor positive as compared to other candlestick pattern available hote hain kyunki basically yah ek bahut hi strong concept hai jiski development mein aapko kafi hard working karna hoti hai aur ismein aapko bahut acchi decision making ke liye platform available ho sakta hai.



    Importance

    Definitely Jab aap market mein kamyabi hasil karne ke liye different factors ko study karte Hain to inki bahut jyada importance hoti hai aur inke importance ke mutabik hi aap ine per focus karte Hain Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye consistantly hard working karte hain to ismein aapko definittely maximum advantages available ho sakte hain aur ismein aapko bahut fayda mil sakta hai Jab aap market mein perfect results generate karne ke liye different factors ko find out karte hain to ismein aapko iski importance ka automatically idea ho jata hai.

    Features

    Jab aap candlestick pattern ko study karte Hain to definittely iske different features available hote hain aapko hamesha market mein features ki base per apne analysis ko complete karna hota hai Jab aap market mein maximum advantages ko increase kar lete hain to aisi situation mein aapko maximum advantages available ho sakte hain Jo aapke liye bahut profitable ho sakte hain aapko hamesha market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different factors aur uske features ko study karna hota hai aur uske bad ine per focus karna hota hai jo factor aapko jyada se jyada features provide kar raha hai use per aapka focus jyada hona chahie.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X