Best chart pattern for trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best chart pattern for trading
    Assalamu alaikum kya aap sab log khairiyat se honge aaj main aapse panch important patterns ke bare mein discussion karne ja raha hun aur jitna mujhe knowledge hai un patterns ke bare mein vah aapke sath share karne ja raha hun ummid hogi ki sab log se mustafizd honge aur jo new hai is Forex ke business mein unke knowledge mein aur bhi jyada isase izaafa hoga
    Forex business hamesha chart pattern per hi dependent rahata hai jab tak aap important pattern ko Nahin samjhenge aur unke work karne ke tarike ko Nahin dekhenge tab tak aap Forex ko acche tarike se samajh Nahin payenge top 5 pattern ki information main aapke sath share karne ja raha hun impact market ke upar bahut hi jyada padta hai


    1. Head and shoulders

    Is chart pattern mein Ek large peak slightly Hoti hai Jo k bearish trend ki nishandehi karti hai aur use samajhne ke liye aksar trader is technical use bahut hi jyada tar karte hain kyunki aap tab tak market ko acche tarike se samajh Nahin payenge jab tak aap technical tools ki madad Nahin le lete har EK indicator ko samajhne ke liye sabse pahle Uske work karne ke tarike ko samajhna bahut hi jaruri hai
    ager Che aam Tur pe is indicator ko focus ke sath Dekha jaaye to jahan se yah open hota hai to thodi movement dikhane ke bad vah line jahan se pahle khinchi hui nikalti hai vah wapas usi price mein a jaati hai aur is chij se yah sabit bhi ho jata hai ki yah down side bearish trend ko zahir kar rahi hai jaisa ki aap is tasvir mein ise mukmmal Sahi tarike ke sath dekh sakte hain aur iski movement ko bhi acche tarike se check kar sakte hain ki yah kis side ka indicate de rahi hai



    2. Double top

    yah Ek aisa pattern hai jise trader reversal pattern bhi kahate Hain aamtaur per yah Ek price ka tayun karne mein bhi help karti hai aur yah market ki direction ko samajhne ke liye kafi faydemand bhi sabit ho sakti hai kyunki jab aap ise Sahi hue ke sath analysis karte Hain to yah aapko exact market ki Sahi direction ka indicate aapko provide kar deti hai ke market ki future ki direction kis side per ho sakti hai



    3.Double bottom

    yah indicator aapko indicate karta hai jyadatar seling ke bare mein jab Kisi pyar ki price jyada had tak drop ho jaati hai tab yah indicate karta hai rise resistance ko os se k wo or down side aa Jaye double bottom 1 teji se movement karne wala pattern hai kyunki yah niche ke rujhan k khatme or upper k rujhan mein shift hone ki nishandehi bhe karta hai




    4.Rounding bottom

    yah rounding bottom chart pattern signify karta hai Constitution of reversal ko during up trend assets k Duran nechi Di Gaie picture mein aap is ki movement Saaf Saaf Dekh sakte hain agar Kisi pair ki movement down side ki taraf ho or rujhan k ulat Jane ki or next direction mein enter hone se pehly ek goal nechy ban jata hai



    5. Cup and handle

    cup and handle pattern ko bullish reversal pattern bhe Kaha jata hai Jo k majmooiye k rujhan ko akhir Kar tezi k sath jari rehne se pehly bearish trend ko zahir kar deta hai k ab market mandi mein chal rahi hai or rounding k Nichle hise k bad assase ko price mumkina Tur per ek aarzi retracement mein dakhil ho jaati hai jise handle k naam se bhe Jana jata hai kyunk ye retracement price k graph 2 parallel lines tk he Mehdood reh jati hai

    Click image for larger version

Name:	1557819298767.png
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12564483

اب آن لائن

Working...
X