Lalach hamesha loss karati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach hamesha loss karati hai
    Forex trading mai kuch cheezo ko mad e nazar rak kar trade karna parta hai aur in cheezo mai say agar app aik ko bhe miss kardai to loss hoga vaisay to kafi sari cheezai hai lekin un mai lalach aik khatarnak factor hai .agar app lalach mai akar trade karaingay to yaqenan yaqenan app loss utayengai aur iss mai app buhut khasarai mai rahaingay iss ley hamesha lalach ko sde pe rak kar rules ke sath trade kya karai jitna account balanc hai usske mutabiq lot size lagaya karai.

اب آن لائن

Working...
X