What is gap up and gap down candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is gap up and gap down candlestick pattern
    Forex trading Mein successful hone ke liye different type ki movement ko study karna hota hai. Jab hum market ki movement ko study krty hain aur usko analyse krty to hamen pata chalta hai k, market me Kai trah ki movement hoti hai. In me say gap up aur gap down movement hoti hai. Aaj main aap say movement type k bary me bat krna chata hoon, osy Gap up or Gap down movement kehty hain. Forex trading me market ki movement ki study air focus kr k ap bahut jyada helpful ho sakti hai.

    What is Gap Up movement:

    Dear member, gap up movement ko samajhna bahut zyada zaruri hai. Ta k ap acha profit earn kr sakin. jab market weekend per closing k bad, next working days main open hoti hai, tu is mein aap ko gap up pattern milta hai. Gap up movement main Market, next working day main Jis level pay close howi thi, os say oper open ho to is ko Gap Up opening kaha jata hai. Gap up opening ki buht achi example, bullish kicker candlestick Pattern kehty hain. Is movement say aapko bullish trend milta hai. Jab market, Gap up open ho, to aapko buying ki trade lagani cheye. Ager ap ko support level k oper gap up Candlestick pattern mily, esi condition main aap ko aik buht achi trade mil sakti hai. Aur aap ek acchi trade kar sakte hain.

    Introduction of Gap Down

    Dear forum members, gap down movement ko understand krny say ap buht achi earning kr sakty hain. Is movement jab market mein aapko higher prices kay bad achanak matket down movement krti hai, tu isko aap gap down movement khety Hain. different important Candlestick Pattern aapko ya situation clear kr sakhty Hain. Is ki buht achi example Bearish kicker Candlestick Pattern hai. Jab weekend per market mein opening point ko aap focus karte Hain, tu ismein aapko prices main heavily declined milta hai. Is candlestick pattern ko completely understand kar Kay aap effective Trading Kar sakhty Hain. Aur bahut achcha profit bhi hasil kar sakte hain

    Identification:

    Dear members, gap up aur gap down movement ko identify karna bahut aasan hai. Is ko aap easily recognise kar sakhty Hain. is trading technique ko samjna chahty hin, tu aap bullish kicker or bearish kicker Candlestick Pattern ko properly understand krna chaiy, is pattern say ap maximum profit hasil kar sakte hain aur bahut acchi trade kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	1
Size:	3.3 کلوبائٹ
ID:	12564015

اب آن لائن

Working...
X