Morning star candlestick pattern in forex market...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning star candlestick pattern in forex market...
    Assalamu Alaikum:

    dear member Mujhe ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna achha kaam kar rahe Honge dear jab aap is market Mein hard work karte hain to aapko Achcha result Milta hai aapko is market Mein Mani management ke sath aur Roj regulation ke sath kam karna hoga Taki aap is market Mein Achcha result Hasil kar sake main aaj aapse bahut hi important information share Karunga jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic Hai morning star candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke apni earning increase kar sakte hain..

    What is Morning Star Candlestick Pattern:

    Dear morning star candlestick pattern different candles by mustameez ek strong Bull strand river cell pattern as Joker price are down trend Mein banta hai yah pattern evening star pattern ke opposite formation Mein Banta Hai Jab Ke morning star doji pattern is same mushahbad Rakhta hai yeh pattern price ke bottom Mein banne ki vajah se price ke liye mom ke Naat Taur per Ek police friend reversal ka kam Karta Hai pattern ki dusri candle rate Sambhal real body wali hoti hai jo ki price ko Masjid bear is Girne se bachati hai is market per police ke Galba a jata hai aur price aap Apar side per Chalna start karti hai.



    Identification of Morning Star Candlestick Patterns:

    Dear morning star candlestick pattern 3 candles per mustamel hai jismein Har EK candle Ek dusre se different format Mein banti hai pattern ki pahle candle stand ke mutabik bear is Candle Hoti Hai Jab Ke dusre candles Ek Saman real body Mein Bulleh bear is donon ho sakti hain Jab Ke teesre candle candle Hoti Hai Jiski tarteeb Tel se main aapke sath discuss karungi morning start candlestick pattern Mein faster candle Ek long real body wali strong bearing scandal hai jo ki market Mein bear is strongness Dikhati Hai yah candle normal Ek black color Mein banti hai.



    Morning star candlestick pattern ki dusri candle Ek Saman real body Mein Hoti Hai yah candle Aam Taur per Ek star candle banti hai Jiska open aur close Ek dusre ke bahut Kareeb hota hai pattern ki dusri candle Kisi bhi color mein ho sakti hai but position ki iski lajmi bear is Candle ke bad honi chahie aur size mein Smell chahie morning star candle pahle candle se gap mein open aur close hoti hai.

    Trading With Morning Star Candlestick Patterns:

    Dear morning star candlestick pattern price ke top position per banne ki vajah se price ke liye police stand reversal ka kaam Karti Hai Je pattern Bihari star candle aur bullish candles par mustamel hai jo ki morning doji star candlestick pattern se mushahbat Rakhta Hai pattern ki dusri Sambhal real body wali star candles price ki vajah se police stand Mein change Karva Deti Hai morning star candlestick pattern ki pahle strong bearist trend market Mein sellers ki pressure ki or dikha Rahi hoti hai but dusri Samaj star candle is pressure Mein Kami ki ka Sabha Banti Hai Jab Ke Teesri Laung police candle market Mein buyers ka control aur Trend change ka signal Deti Hai yah pattern Jyada bottom position per strong reaction deta hai.

    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning star candlestick pattern in forex market...

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Pattern


    Morning star candlestick pattern prices k bottom par uss waqat banta hai, jab bhi sellers ki bohut ziada pressure aur assets ki high supply ya low demand ki waja se prices bohut ziada nechay ja chuki hoti hai. Ye position aksar prices k support level sabit hoti hai, jiss main prices yakdam upper charna shoro karti hai. Morning star candlestick pattern main teen candles hote hen, jiss main pehli candle prices par sellers ka dabao, dosre candle prices ko mazeed nechay jane se rokne aur last teesri candle prices ko reversal direction main badal deti hai. Jab bhi high supply ki waja se assets ki prices bohut ziada nechay jane lagti hai, to aik aisi satah ati hai, jahan par iss main izzafa hona shoro hoti hai, ziada demand wale area main aksar prices small candle banati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (1).jpeg
Views:	17
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12427915

    Candles Formation


    Morning star candlestick pattern bearish trend ya low demand area main paya jata hai, jiss se k baad prices mumkina tawar reversal jana shoro karti hai. Ye long timeframe main ziada bante hen, jab k iss pattern k teen hessey ya pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki tafseel darjazzel hai:

    Click image for larger version

Name:	morning-star-1024.jpg
Views:	30
Size:	63.2 کلوبائٹ
ID:	12427916

    1. First Candle: Morning star candlestick pattern ki pehli low prices area main hone ki waja se bearish candle hoti hai. Ye candle aik prices k bearish trend ki akasi karti hai, jo mumkina market ki teezi dekhati hai. Candle ki real body bearish trend k mutabiq black ya red hoti hai.

    2. SecondCandle: Morning star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehle candle k baad prices ko ziada karne ki koshash karti hai. Ye candle banti to pehli candle k bottom par hai lekin iss ki small body hone ki waja se asarat bullish trend ki hote hen, ye candle bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin position pehli candle k bottom par honi chaheye, wo bohut important hai.

    3. Third Candle: Morning star candlestick pattern ki teesri candle trend reversal k mutabiq hoti hai, q k ye dosri candle prices ko rok kar mazeed bearish jane se rokti hai, jab k third candle bullish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle se above aur pehli candle k parallel banti hai.

    Explanation

    Morning star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k long term k timeframes main low prices ko high price direction main tabdeel kar dete hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik small spining top candle banti hai, aur last par aik bullish candle hoti hai. Bearish candle market main sabeqa trend ki alamat hoti hai, jiss k baad banne wali spinning top candle prices ko mazeed nechay jane se rokne k kaam karti hai, jab k last par bullish candle trend reversal k leye jani jati hai. Ye pattern dekhne main "Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern" se ziada mushabehat rakhta hai, aur candles ki formation bhi taqreeban same hoti hai, lekin uss main Spinning top candle ki jagah doji candle istemal hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	87
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12427914

    Trading

    Morning star candlestick pattern trading k leye aik perfect bullish ya buy k signals generat karta hai. Pattern par trading k leye prices ka low area main hona zarori hai, jab k indicators par uss waqat oversold zone hona chaheye. Pattern par trading se pehle aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main pattern k sare candles se top side par close honi chaheye. Iss candle par market main buy ki entry ki ja sakti hai, jab k ye candle black real body main hone se pattern ka asar khatam ho jayega. Pattern par trading k leye risk ko kam karen jab k Stop Loss pattern k sab se bottom side par ya Spinning top candle k lower side se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12427913

    اب آن لائن

    Working...
    X