Hammer candlestick pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer candlestick pattern
    Introduction


    Asalam -e aulikum dear member main umeed krta hn ap sub log khariyat say hn gay. Ap log forex trading main achi earing hasil kr rhy hn gay . Aj ka mara sawal Bahut he experience provide kry ga. Forex trading main jab ap kaam krty hain to ap ap traing strategy ya candlestick kay pattern ko follow kr kay trading karty hn gay.hammar candlestick kiya hy aur ap is ko kasy used kr sakhty hain.


    What is hammar candle


    candle stuck charting mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security tijarat –apne aaghaz se numaya tor par kam hoti hai, lekin ibtidayi qeemat ke qareeb band honay ki muddat ke andar reliyan hoti hain. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .


    Significance of hammer


    hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay .


    Working of hammer candlestick


    hathoray farokht knndgan ki taraf se aik nichale hissay ki tashkeel ke liye mumkina had bandi ka ishara dete hain, jis ke sath qeemat ki simt mein mumkina ulat phair ki nishandahi karne ke liye qeemat mein izafah hota hai. yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir dobarah shuru honay wali qeemat ke qareeb band ho jati hai. aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana chahiye. yeh hathoray ki mom batii ki salahiyat ki nishandahi karta hai. hathora candle stuck is waqt tak qeemat ke ulat jane ki nishandahi nahi karti jab tak is ki tasdeeq nah ho jaye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammer candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candle


    Hammer candles financial market main kisi assets ki prices bearish trend k dawran aik candle din k aghaz se hi pehle bohut ziada downward jaye lekin din k ekhtetam tak wo wapis apni opening position k qareeb par jab close ho jate hen, to iss dowran jo candle banti hai. Hammer candle ki opening aur closing prices aik dosre k qareeb to hote hen, lekin candle k lower aik lamba shadow hota hai. Ye shadow candle k prices k intehaye kam satah ko zahir karti hai. Candle ki open aur close point aik dosre k qareeb hone ki waja se iss ki small real body banti hai. Hammer candle ki upper side par ya to shadow ya wick nahi hona chaheye, lekin agar ban jata hai, to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada nahi hona chaheye, jiss se candle ki shape badalne ka hadsha ho.

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12427919

    Candles Formation


    Hammer candle main aik small real body hoti hai, yanni open aur close aik dosre k qareeb hote hai, lekin down side par aik long shadow hota hai. Ye candle prices main humen darjazzel tarah ki formation main ban kar ati hai;

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024.jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12427920

    Hammer Candle: Hammer candle ki aik small real body k sath lower side par long shadow k hoti hai. Candle k prices k bottom par banne ki waja se bullish trend wali hososeyat hoti hai, jab k prices k bottom par candle ki color ki koi ahmeyat nahi hoti hai.

    Explaination

    Hammer candle main aik din k dowran prices bohut ziada bearish ja kar wapis apni position k qareeb a jati hai. Ye aik single pattern color ki candle hai jiss ka open, close aur high price aik dosre k qareeb aik small real body hoti hai, lekin low price same nahi hoti. Dekhne main ye candle aik T jaisi hoti hai. Ye candle prices k bottom par banne wali dragonfly doji candle aur prices k top par banne wali hanging man candle se melti julti hai. Hammer candle prices k top par bearish reversal trend ka kaam karne wali banne wali candle shooting star candle ki opposite direction hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	77
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12427918

    Trading

    Hammer candle market main kisi assets ki prices ko aik bearish trend k dowran lower jane par rejection ka samna hota hai, jiss se prices wapis apne open price par close ho jati hai. Ye candle bearish trend k dowran ya low prices main banne ki waja se aik bullish trend reversal candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main selling pressure ka khatme ka ishara hota hai, jiss se traders market main buy ki entry karte hen. Market main buy ki entry se pehle aik bullish trend confirmation candle ka hona zarori hai, q k ye aik single candle pattern hai. Bullish real body wali candle k bad market main buy ki entry karen. Stop Loss candle k sab se lower position ya candle k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12427917

    اب آن لائن

    Working...
    X