Dear Hammer candlest pattern aik technical reversal trading pattern hai lekin yah hammer candlestick ki development per depend karta hai ke Kitna strong aur powerful hammer create hua hea Kyun kay har aik hammer candlestick market ko reverse nahi kar sakti iski Kuch nishaniyan hoti hain Jo proper hammer ko Waziah karti hain.
Introduction to Hammer Candlestick Pattern.
Dear hammer candlestick pattern trading chart ke top per banta hai aur Agar iski chemistry ki shape ke bare mein baat ki Jaaye to woh Kuch Is tarah say hoti hai Kay Hammer Candlestick main candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai.
Disadvantage of Hammer Candlestick Pattern.
Dear Jahan per hammer candlestick pattern ke fayde Hain uski jagah Uske Kuchh nuksan bhi hain hammer candle stick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candle stick pattern ka stop loss bohut zyada wrong sabit hota hai.
Trading at Hammer Candlestick Pattern.
Dear is trading pattern per trading karne ke liye sabse Jyada aapka experience important role play karta hai Kyun kyn kay agar aap proper markot judge Kar Ke trading karte hain to aapko bahut hi profit Hasil ho sakta hai Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai isliye is trading pattern per Kafi Soch samajhkar trading Karni chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим