What is Market Trend Analysis.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Market Trend Analysis.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai market trend analysis kya hai agar aap apne analysis ko strong karna chahte hain to aapko proper market mein time Dena hoga.

    What is Trend:

    Financial price chart pattern mein kisi bhi asset ki movement Hamesha Ek tarteeb ke hisab Se Hoti Hai vaise To Hamen normal small time frame made in moment ka Sahi tarike se andaza nahin hota hai lekin Jab Bhi Ham ine price ko long time ke time frame Mein Dekhte Hain To Hamen complete Taur per ho jata hai ki price Ek tarteeb ke hisab se ek simit Mein ja rahi hoti hai lekin Yahan per yah baat bhi note Karen ke yah price Hamesha Usi simit Mein Har time movement nahin karti hai balki time ke hisab Se Kabhi Kabhi Apna simat bhi Karti Hai Jab Bhi price Ek direction ko follow karti hui Jaati Hai to use Amal ko price ke trend Kaha Jata Hai Trend ke dauran price ek hi time mein Hamesha ek hi baat Himmat ko follow Karti Hai trend Jab Bhi Apna sim karti hai to use time use per Kuchh behroni Hote Hain Jisko fundamental asraat Kahate Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (72).jpeg
Views:	2
Size:	14.4 کلوبائٹ
ID:	12563808

    Identification of Trend:

    Trend ki indication Hamesha Ek Hi simit mein price ka move karna hota hai lekin yah movement Hamesha Ek ke sem cement mein bilkul 45 degree ya usse Jyada per Nahin hota hai balki time Tu time price Kuchh Lamhe ke liye Trend ke against bhi Chalti Hai Jisko consolidation Kaha Jata Hai Kaun si liedation Hamesha Kuchh time ke liye price Ke Apne semat Ko correct karne ka Amal hota hai Jiske bad price Wapas apni simit ko follow karti hai trend ko indefication egg straight line Hoti Hai jismein price Ke Hire high ya Lower Low ko Milaya Jata Hai Jis price ka lower Lo ko jo line connect Karti Hai vah bullish trend ya up trend hota hai jabki higher high ko connect karne wali line bi rest trend ya down trend hoti hai Ek Aur line jismein price Sidhi Simat Mein Chalti Hai vah price ka side way trend hota hai Jisko Ranging bhi Kaha jata hai.

    Types of Trend:

    Trend ko aamtaur per teen types Mein divide Kiya Jata Hai jismein upward jaane wale price ke trend ko bullish Trend down Wale Ko Beeresh trend ya straight price movement ko side mein Ja ranging trend Kaha Jata Hai Jiski tafseel darja zail hai.

    Bullish Trend: bullish trend Mein price ka lower Low ko Milaya Jata Hai jisse Ek 45 degree ka ya usse kam ya Jyada ka line ban jata hai yah trend line Kisi acid ki value Mein increase ring Hoti Hai jisse acid ki price time Tu time badh Rahi hoti hai.

    Bearish Trend: Bearish trend bullish Trend ke complete opposite direction Mein banta hai jismein price ki value K lower low ko milakar line khinchi Jaati Hai yah trend line asset ki value Mein Kafi ka Ishara Deti Hai jisse main price time to time downward Jaati Hai.

    Sideways Trend: sideways trend Baki donon trend line se different hota hai is trend line ke dauran price Sidhi movement Karti Hai jismein Kisi acid ki price ko bary break out ka wait Hota Hai Kyunki yah trend line Jyada reliable Nahin hota hai jismein Hamesha Ek acid ki value sem Nahin rahti hai.

    Trend is Your Friend:

    Trend is your friend wala mukalma is vajah se Forex trading mein jyada famous Hai Kyunki price is trend line Mein Bullish Bearish ya side mein movement Karti Hai jisse trader in trend line ko follow karte hue trading karte hain bolen per Hamesha ke liye buy kar trade entry Karen Jab Ke Bearish train line per Bearish aur side mein trend line ke liye analysis ki help se simit ka tohin hone ke bad entry Karen Bullishe aur bearish trend line Mein Simat vasya hota hai jabki sideway and line Mein trading karne se avoid Kiya Karen.


    Click image for larger version

Name:	images (71).jpeg
Views:	2
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12563809

اب آن لائن

Working...
X