What is Day Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Day Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai day Trading kia hai es important information aapke sath discuss karungi.

    Day Trading:

    Day trading forex trading Mein Ek bahut Teji ke sath badhta Hua ruzan Hai jismein traders market ke daily basis per Apna trades open aur close karte hain day trading long term ya scalping strategy se thoda sa different hai Kyunki Yah Na to bahut jyada short trading joining second ya minutes per mustamail hota hai aur na hi long term Ki Tarah week ya month per Mohit hota hai De trading Mein traders market ki daily basis per analysis karte hain aur koshish Karte Hain Ki vah Apne trades ko sem De Mein close bhi Karen Kyunki yah strategy indicator ya candlestick pattern per munhasir hoti hai jo long term ki Bajaye short term ke technical analysis ki basis per Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (78).png
Views:	1
Size:	34.6 کلوبائٹ
ID:	12563717

    Day Trading K Zarori Awamel:

    Day trading mein bhi scalping strategy your long term trading Ki Tarah market ke analysis kiye Jaate Hain jismein market ke liye use hone wala Jaruri Hawa mil Jaise indicators oscillator candlestick pattern chart pattern ya dusre news event ka use hota hai yah sari chijen long time ya scalping strategy ke mukabale mein de trading mein jyada fayda deti hai aur Yahan Tak is ka Jarur hi juice Bhi tasawar ki Jaati Hai De trading ke Kuchh Jaruri Aawamil darja zail hai.

    Timeframe:

    Day trading Mein different time frame ka different situation ke analysis ke liye use Kiya Jata Hai Jaisa ki daily demand and supply Ja daily high aur Low ke liye daily ya di Van time frame ka use Kiya Jata Hai trend analysis aur take profit ya Apna hadap ke asul ke liye 60 minutes early ya H1 time frame ka use Kiya Jata Hai jabki trade entry ke liye 5 minut ya 15 minutes ka time frame ka use Hota Hai.

    Currencies Pairs:

    EUR/USD, GBP/USD or AUD/USD currency is pair mein se sirf ek time mein sirf ek currency pair Kyon Ke ine Sab Ka behaviour American Dollars ke comparison Mein sem hota hai yah Lo ke payers aapas mein positive ko related Hote Hain Jab Ke USD/JPY, EUR/JPY or GBP/JPY pairs main ek time mein sirf ek hi pair ka intekhab hai ki ine behaviour per JPY ke mukabale mein same positive correlation wala Hota Hai.

    Main Strategy:

    Currencies pair ke supply zone Mein Sell ki entry Kiya Kare Jab ki demand zone mein buy Karen yah sirf five se 15 minut candlestick chart pattern ke time free mein aisa Karen yah zone sirf use time valid Honge Jab Bhi yah 40 pipes se kam Honge.

    Entry Types:

    1. Pending order US time Lagaye Jab market Mein daily demand aur Hourly demand Ek Jaisa Ho.

    2. Lekin stop entry use time Karen Jab market ki demand aur supply zone sirf Hourly time frame ke mutabik ho.

    3. Agar yah zone sirf 5 minute ke time frame mein ho to buy ya Sell ki confirm entry Karen.

    News Trading:

    News ke dauran Koi trading na Karen Agar pending order hai to usko close na Karen Agar Chahe price Uske bahut Kareeb Kyon Na Ho news ke 15 minutes ke baad trade entry Karen Kyunki Iske bad market Mein trend ka side confirm ho jata hai.

    Pips Number:

    Price ke level 00 50 Ke Darmiyan kam Jyada Honge lekin yah 40 pips Se Kisi ek side per Jyada Nahin Honge.

    Lot Size:

    Delicious day trading Mein maximum aur minimum Lots ki tadad do Honge is ko increase to Har giz Na Karen decrease kar sakte hain.

    Stop Loss:

    Day trading Mein stop loss technical Nahin Hoga bus isko pips ke mutabik ya risk k mutabik set Karen maximum stop loss ko 50 pipe per select Karen Jab Ke minimum 20 pips per set krain.

    Pending Orders:

    Pending orders ki maximum position ki tadad 5 Se Jyada Nahin Ho honi chahie Kyunki Agar yah sari ek hi dafa hit ho gaye to yah over trading ho jayegi.

    Removal Of Pending Order:

    Pending orders Agar 1 weeks maximum 10 days Tak hit Na Ho Jaaye to usko remove kar de ISI Tarah Se Agar price pending order se 300 Peps Dour Ho Jaaye to bhi pending orders ko khatm Karen.

    Risk:

    Trading account ke mutabik Jyada Se Jyada 3% Tak Agar Pahle Se Koi order open ho to use Surat Mein maximum balance ke teen percent Majid risk Le sakte hain.

    Reward To Risk Ratio:

    Pahle target ke liye 1:1 ka ratio set Karen Jab Ke dusre target ke liye 1:3 ratio set krain.

    Money Management:

    Jaisa hi pahle target Hasil Ho jaen yani TP1 hit Jaaye to use condition Mein stop loss ko entry point per shift Karen ISI Tarah Se ya to Jyada profit Hasil ho jaega Varna loss ka chances Nahin hoga.

    Trading History:

    Jab Bhi trade open karen to use time iska note apne pass sev kar le ISI ke sath sath profit aur loss ko bhi maintain Karen aur weekly ya monthly base per isko apni strategy Ke mutabik Dekhen ke yah Kitna faydemand ya nuksan De sabit hota hai yah strategy ko Kahan kahan se tabdil karne ki jarurat hai.


    Click image for larger version

Name:	images (66).jpeg
Views:	4
Size:	57.7 کلوبائٹ
ID:	12563718

اب آن لائن

Working...
X