Importance of Bullish and bearish confirmation candles...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Bullish and bearish confirmation candles...
    Dear friends, forex market main candles kay bohtt ziada different patterns bante hain Jin patterns ko Ham identify kar kay is mein apni trades open kar saktay hain aur ye ham thek tarah say usi waqt kar paen gay Jab hmain market kay trend ki confirmation hoti hai aur hmain market ki sahi position ka pata Hota Hay,

    Confirmational candlestick:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221014_0635_51_9620.jpg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12563697

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221014_0635_52_1741.jpg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12563698

    Jab market main aik pattern jaisay shooting star pattern complete banta hai to iskay bad Hamesha aik conformational candle banti hai jo hmain market ki next movement ke bare mein indicate karti hai Ham is confirmational candlestick ko further two parts main divide kar sakte hain jin main bullish confirmation aur bearish confirmation hain

    Bullish confirmation candle:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221014_0635_52_2582.jpg
Views:	1
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12563699

    Jab charts par bullish confirmation candle banti hay to us kay liay apko sab say pehlay is kay sath wali previous candle ki shape ko daikhna hoga kiun kay us say bhi apko market main confirmation candle mil sakti hai Jab Bhi market main yeh candle banti hai to uski closing market ki previous candle ki closing se upar hoti hai to isase aapko pata chal jata hai ki market ka friend change ho gaya hai agar market musalsal downtrend Mein Thi to uska trend ab change hone wala hay

    Bearish Confirmation Candle:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221014_0635_52_3363.jpg
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12563700

    Trading kay liay hamain market main confirmation Candlesticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kiun Kay is ki waja say hum market ki movement ko find out kartay hoye apni trade open kartay hay aur forex trading may hamain kamyab trading karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq trading karni chaiay aur apney knowledge aur information ko increase kartay hoye trading karni chaiay takay ham trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay.

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X