AOA
INTRODUCTION
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfooz rahen friends aaj Jo topic humne choose Kiya Hai discussion ke Liye vah Hai fixed and variable spread in forex trading spread ko to tamam traders jante hi Hain ki broker ki taraf se hamen Jo spread provide Kiya jata Hai vah fixed aur variable donon hote Hain expert traders ka yah manana hai ki fixed behtar hai variable se kyunki variable ka traders ko pata nahin chalta ki Kitna spread payment karna hai aur isliye vah bhi advice karte hain fixed spread Kar Hi Kam karna chahie Ham isko discuss karte hain aur isko understand karne ki koshish karenge main ummid karta Hun ki isase aapke knowledge mein bahut jyada improvement Hogi
WHAT IS FIXED AND VARIABLE SPREAD
Jab Ham generally fixed spread aur best suited for scleppers and other short term traders variable spread this model makes the ask / bid difference change almost every tick it also means that treated will normally experience to get the spread during period of claim market
FIXED VS VARIABLE SPREAD
Spread ke jyada hone ki surat mein sabse jyada loss short Term traders ko hota hai kyunki traders ko jetni bar open karne ki vajah se unko big amount pay karna pad jaati hai aur short term trading mein aise traders kabhi kamyab Nahin ho sakte kyunki spread market ke movement ke hisab se continuosly change ho raha hota hai jisse small capital wale traders ko bahut limited trading karni padati hai aur yah FIR long term trading mein jana padta hai jisse unko loss ke chances bahut jyada ho jaate Hain
WHY BROKER PROVIDE THE SPREAD IN TRADING
Jo trader forex mein Bina spread ko jaane trade karte hain vah Apne account ko kabhi acchi Tarah manage nahin kar paate so traders ko hamesha apni trades ke spread amount ka pahle se pata hona chahie tab hi traders Apne account ki safety ka yakin banaa sakenge agar vah Apne account ko safe rakhna chahte Hain To unko kam se kam spread ko hi choose karna chahie kyunki broker ki yah khwahish hoti hai ki vah jyada spread provide Karen ek to uska apna commission jyada banta hai aur dusra jyada spread ki vajah se hamen payment bhi jyada Karni hoti hai aur hamare loss ke chances bahut jyada badh jaate Hain isliye spread ko kam se kam hasil karne ki koshish ki jaani chahie yah traders ke hath mein behtar hota Hai