Retracement break out in Forex trading market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Retracement break out in Forex trading market....
    Assalamu alaikum dear forex friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur work trading business mein achi working quality ki vajah se market se achcha profit hasil kar rahi honge dear jab Ham forex market mein regular basis per kam karte hain to use surat e haal mein aapko market se related different important factors ko acchi tarike se find out karna hota hai aur jitne acche tarike se aap unki learning karte hain utani hi acchi trading aap kar sakte hain dear friends jab aap apni learning complete Nahin karte to use time tak aapko success bhi hasil Nahin ho sakti isiliye aaj main aapse market mein retracement se related kuchh important information share karna chahti hun.

    Retracement:

    Friends forex market mein retressment Ek aisa important factor hota hai jismein market apni moment ko continue rakhne ke sath kuchh wapas aati hai aur usko retracement kaha jata hai. Dil ke taur per agar aap market mein aapko regular basis per aane wale session Mil Rahe hote hain aur usmein aapko prices increase hoti Hui najar aati Hain to market down bhi aati hai aur isko Retracement ka naam Diya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	grade12-retracements.png
Views:	21
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12561664

    Level of Retracement:

    Dear friends jab aap market mein retrenchment level ko find out karte hain to usmein aapko hamesha bahut hi important information available Hoti hai kyunki different levels of market mein sometime market sirf 25 se 30% moment karti hai aur yahi ratio FIR dobara 25% ke sath 61% tak ho rahi hoti hai isiliye is point ko aap jitne acche tarike se samajhte Hain to aapko itne hi acche level per market mein reversal sign milta hai aapko yah samajhna hota hai ki aap market mein adress mein level kis waqt complete hota hai to kis waqt aap market mein entry Le sakte hain.

    Working Strategy with Retracement:

    Dear friends yakinan agar aap Forex trading platform per successful hona chahte Hain to aapko successful trading karne ke liye complete learning Karni hoti hai kyunki pahle aapko iski complete learning karenge to aapko uske bad market mein trend ki proper information aur iske complete hone ka idea milega agar aap iske sath working karna chahte hain to isase related jitne bhi important information available Hoti hai unko apni decision making process mein incluid karna hota hai agar aap isko ignore karte hain aur learning process complete Nahin karte to aapko problem face karne pad sakte hain aur aap ko loss ka samna bhi ho sakta hai isiliye infectors ko samajhna aur unke benefits aur features ko Apne profit ke liye utilise karne mein hi Aapka fayda hai.

    Importance of Retracement:

    Dear friend jab aap forex market mein regular basis per different related factors ko acche tarike se study karte Hain to aur unki learning complete karte Hain to unko apni working mein incluid karne ke bad aap market se achcha profit Le sakte hain isiliye aapko achcha hamesha market mein regular basis per important factors se tamam factors ko samajhna bahut jaruri hota hai redressment bhi Ek aisa Hi factor hai jisko jitni acchi tarike se aap samajhte hain aap market mein itna hi achcha advantage hasil kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X