Dosto aaj hum jis chart pattern ke bare main discussion kar rahe hain wkh aap le liye tradin main bahtreen munafa kamane ka zarya ban sakta hay is liye aap ko is ke bare main detail ke sath janne ke zarorat hay ayye jante hain ke yah market main kis tarah asar andaz hota hay
What Is Railway Track Candlestick pattern
Railway tracks candle stick pattern aik aisa candle stick pattern hey jo reversal janay ka eshara karta hey yahan par buy ya sell ka signal forex market mein trend ke tabdele pe hota hey forex chart mein es ke shape ke wajah say es ka idea karna asaan ho jata hey
Identification
railway tracks candle stick pattern 2 candle stick say mel kar banta hey bearish ya bullish jo keh aik trend mein latkay hotay hein bearish pattern kay ley dono candle stick resistance level par ya area trend line pe latke hone chihay
Rules Of Buying
bullish railway tracks candle stick pattern kay bad mein humen buy stop layna chihay 2-5 pips tak high pattern kay opar say stop loss layna chihay 2-5 pips low pattern mein or trader ko 3 take profit rakhnay chihay
Rules Of Selling
beaish candle stick pattern kay bad mein humen buy stop layna chihay 2-5 pips ka low pattern kay nechay say stop loss set karna chihay 2-5 pips high pattern mein or trader ko 3 take profit rakhna chihay
For Secure Trading
Dosto hamain hamasha trading karte hoe trading ke amal ko mahfooz banane ke gharz se bhe strategy tarteb dene ke zarorat hay tab he hum market se acha munafa hasil kar sakainge aur sab se best hikmat amli stop loss theory par amal larna hay