Causes Indicators to Give False Signal and breakout.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Causes Indicators to Give False Signal and breakout.
    Dear friends!
    Forex market chart pay trading karnay k liye traders ko kuch aisay technical indicators ki zarurat hoty hai jis say price k trends aur usi direction ko smajhnay k liye use kiya jata hai, laikin agar wahi technical indicators wrong directions daina start kartay hain to tarders aisay indicators k signals ko false signal ka name daitay hain jis say tarders k liye market price ki movements ko judgement karna bahut mushkil hota hai aur usk sath sath barray barray losses ka samna karna parta hai.
    Aj ki is post main ham kuch aisa learn akraingay jisko follow kartay huway bahut saray members ko faida hoga jo k sab kuch darj zail main hai.


    Indicators kis wajha say chart pay false signal daitay hain unk reason darj zail main hai:


    High impact news:


    Friends!
    Jab market chart main aik maintain tareekay say trend ko follow kartay huway movements ho rahi hoty hain to technical indicators bhi trends ki directions main breakout say achay aur perfect signal provides kartay rehtay hain, laikin jab chart pay kisi aisi high-impact news ka hona possible hota hai to price kuch movements main 200 plus movements katy hai jis say market price out of control hotay huway chart pay technical indicators k false signal show karna start karty hai, yahi reason hota hai k prices ko indicators reads na karnay ki wjaha say false signal ka cause bantay hain.


    Error when calculating indicators:


    Market chart pay jab beginner traders indicators ko sahi aur perfect tareekay say chart pay apply karnay k rules ko follow nai kartay hain to indicators bhi sahi tarha say signal show nai kartay hain, yahi cause banta hai k technically taour pay indicators price ki movements ko smajhnay main fail hotay hain aur yahi cause banta hai k prices ko wo perfect tareekay say reads na karnay ki wajha say false signal daitay hain.


    How to avoid fake signals:


    Dear friends!
    Is baat ko 100% tak clear sabit karna bahut ziada mushkil hai k kaisay ham market chart pay false signal say bach kar market ki reality ko samjhnay main success ho saktay hain, laikin kuch aisay chand aik rules ko agar ham follow kartay hain to kuch had tak market main false signal say ham bach saktay hain, jo k darj zail main hain:


    When news release, check history:


    Dear!
    Jab market chart main hamain is baat ka knowledge hasil ho jaye k market main high-impact news ka time ho raha hai to us say pehlay chart ki old history ko reads karnay say ham is false signal say bach saktay hain aur aisa karnay say ham market main loss say save reh saktay hain aur sath sath achay profit ko hasil karnay main bhi successful ho saktay hain.



    Click image for larger version

Name:	false1.png
Views:	1
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12561535

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X