Re: Elliott wave Candlestick
Elliott wave Candlestick
Dear forex members Elliott wave ke bare men discuss kaaren ge ye asal men aik course hai jo k forex k related hia us main Elliott wave main market waves ki shakal main move kerti hai jes mani ap ki conuting abc ya wxyxz ki shakal main bhe ho sagti hai ya sirf app digit count 12345 main bhe ker sagty hain us main market correction bhe kerti hai oir ap ko ye knowledge ager hasil kerna hai to kisi expert say seikhna ho ga pher he us main app aik achy trader ban pao gay ye assan nahe hia VSA say bhe mushkil hae , Elliott wave ka principle (asool) technical analysis finance traders key ley hay, jo key financial market ko cycle aur forecast key base par trend ko identify karna hota hay, Elliott wave theory key mutabeq 5 move main trend key direction me hoty hey jab key three moves trend correction ki indemnification kar sakty hey total 8 numbers ya moves elliott wave theory me hoty hey, traders apni asani key ley Elliott wave indicators be use kar sakty hey jo key correct Elliott wave theory key mutbeq design key jaty hey.
Types of Elliott wave Candlestick
Dear friends jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to ismein different types ki waves banti hai Jin Se different shapes ke pattern aap ko Milte Hain in waves ki different patterns ko different Naam Dete Hain jismein aapko Kuchh important information message kar deta hun aur aap market Mein in different shapes ki patterns ko study Karke apni trading co informative kar sakte hain.
1.Zig Zag pattern.
2.Flat waves pattern.
3.Rectangle waves pattern.
Explaination about Impulse and Corrective wave Candlestick
Impulse wave
jab aap Elliott Wave ko study Karty Hain Tou iss mein Kuch Aeisi waves hoti hain jo totally bullish trend Mein ban rahi Hoti Hain in waves ko aap impulse wave ka naam Dety Hain jab market Mein different waves ban rahi hoti hain tou iss mein maximum time per aapko 3 to 5 waves ko compare karne ky bad Ek pattern banaty hain Jo aapke liye bht helpful ho sakta hai.
Corrective waves
Kuchh time Jab market retracement Karti Hai To iss mein banny wali waves ko corrective waves Kehty Hain Jab market bearish trend Mein convert Karti Hai Tou iss mein Kuch corrective waves Banti Hain Jab aap Elliott Wave theory ko completely study Karty Hain To iss mein impulse per aur corrective waves ko combine karny per different waves shapes Banti Hain jis mein usko different types Kaise sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим