Indicator Kia hota Hai
Indicators aesy software's hain jis sy market ki movement ka pata chalta hai ky hamain market ki near future main hony wali movement ki indication mil jati hai jis per ham trade open ker ky continue ker lety hain aur agar indicator effective ho tou uski indication ko follow kerty huey open ki jany wali trade hamesha successful hoti hai lekin isky liay hamain pehly tou best or effective indicator ko choose kerna chahiay ky jo hamain aesi indications provide kery jis per market ki movement ky chances zyada hon tou hi hamain same indicator ko follow kerna chahiay then hamain same indicator ko brief study kerna chahiay ky ham agar indicator ko misread kerny ky bahd wrong trade open ker lety hain tou bhi hamain loss ho sakta hai pehly hamain indicator ka use completely ana chahiay tab ham same indicator sy fiada hasil ker sakty hain
Effective Indicators in Forex Market
Forex market main trade kerny ky liay bahot sary indicators available hain jo bahot zyada effective bhi hain lekin main yahan jin effective trading indicators ko discuss kerny ja raha hon un main sab sy pehly moving average indicator hai phir Relative Strength Index hai aur sath main Stochastic Oscillator shamil hain ky agar ham in teeno indicators ko collectively use kerty huey forex market ki movement ky analysis kerty hain tou hamain movement ki confirmation mil jati hai jis ko follow kerty huey agar ham forex market main trade enter kerty hain tou hamari aesi trade successful hoti hai aur hamain same open ki jany wali trade main loss kam aur acha profit hasil ho jata hai lehaza hamain in three indicators ko achi terha smajh lena chahiay jin ko main following paras main discuss kerny ja raha hon aur jo her trader ky liay bahot zaruri hai
Moving Average Indicator
Technial analysis main moving average aik aesa indicator hai jo market ki average closing price ko represent kerta hai aik specific time period ky hisab sy tou different traders moving average indicator ko use kerty hain kyun ky yeh market ki movement ki achi indication provide kerta hai ky agar sirf moving average indicator ko hi follow kerty huey ham forex market main trade continue kerty hain tou hamari maximum trades successful hoti hain aur moving average indicator market ky main chart main by default bhi set hota hai ky agar market moving average line ko cross kerti hai kisi bhi direction main tou phir same direction main market kuch time ky liay movement continue rakhti hai jis main trade open ker ky profit hasil kia ja sakta hai phir jesy hi moving average decrease ho ker other direction main movement kerna shoru kerti hai tou same time per previous trade ko profit main close ker ky new trade open ker li jati hai so moving average aik best aur effective technical indicator hai jis sy ham market main successful trading ker sakty hain
Relative Strength Index Indicator
Relative Strength index bhi bahot hi effective trading indicator hai ky agar ham iski positions ko 20 aur 80 per set ker lety hain aur jesy hi same indicator main market kisi aik position ko cross kerti hai tou hamain clear indication milti hai ky ab market oversold ya overbought ho chuki hai tou market ky reversal ky bahot chances hain tou same time per ham reverse order main trade open ker lety hain jis sy hamari trade kuch time ky bahd profit main move kerna shoru ker deti hai tou relative strength index ki best indication per hamari open ki jany wali trade ky successful hony ki waja relative strength index indicator ki effectiveness hai jo hamain timely indicaiton provide kerta hai ky ab market oversold ya overbought ho chuki hai ky wahan sy market ki reversal confirmation milti hai tou ham trade open ker ky profit hasil ker lety hain
Stochastic Oscillator Indicator
Stochastic oscillator bhi aik effective forex trading indicator hai jo market ky momentum ky mutabiq hamain indication provide kerta hai ky market oversold ya overbought ho chuki hai tou jesy hi iski reverse order main indication milti hai tou ham same time per trade enter ker ky bahot kam time main bahot achi earning ker sakty hain lekin agar ham isko normal level per read kerty hain tou wahan per market hamain deceive ker sakti hai ky jis terha ham relative strength index indicator main overbought ya oversold position lower stages per hi read kerty hain isterha stochastic oscillator main tou market maximum position per bhi ja sakti hai jo 0 to 100 bhi ho sakti hai tou jab market kisi direction main fast movement ker rehi ho tou same time per stochastic oscillator main bhi market overbought ya oversold maximum position per read kerni chahiay warna hamain bara loss bhi ho sakta hai lekin maximum position per ham her surat reverse order main trade open ker ky continue ker sakty hain
Combination of all Three Indicators
Agar ham forex market main trading ky liay in three indicators ko collectively apply ker ky trading indications hasil kerty hain aur usko follow kerty hain tab hamain forex trading main yaqeeni kamyabi hasil hoti hai ky jab moving average line lower side sy upper side per cross ho rehi ho aur relative strength index main market below 20 per ponch chuki ho jabky stochastic oscillator main market minimum position sy reversal show ker rehi ho tab agar ham market main buy main trade open kerty hain tou aesa mumkin hi nehi hai ky hamain same open ki jany wali trade main profit hasil na ho isi terha jab in three indicators ki indication hamain market ki downward movement ki indication provide ker rehi ho tab bhi ham agar sell main trade open kerty hain tou ham short time main bahot achi earning ker sakty hain ky yeh indicaotrs bahot hi effective technical indicators hain jo market ki movement ki achi indication provide kerty hain jis sy ham successful trading ker sakty hain