Factors for Effective Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Factors for Effective Trading.
    Forex trading market supplied form hai jismein aapko effective trading karne ke liye hamesha kuchh important factors ko find out karna hota hai aur inki base per market mein entry Lena Hoti hai Jab tak aap market mein kuchh important aur familiar factors ko apni decision making mein shamil Nahin karte hain use time tak aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain aaj main aapko bahut hi important aur familiar factors ki kuchh important details share karne ja raha hun jo aapke liye bahut jyada helping platform provide kar sakti hai.

    Risk Management

    Market mein kamyabi hasil karne ke liye sabse important factor aapke liye risk management hota hai Jab tak aap risk management ke rules and regulations ke mutabik apni decision making aur working Nahin karte hain use time tak aap effective trading karne ki position mein Nahin a sakte hain isliye aapko sabse pahle risk management ke rules and regulations ko acchi Tarah find out karna hota hai aur inki base per market mein apni decision making karna Hoti hai Jab aap market mein risk management ke rules and regulations ke mutabik apni working karna start karte Hain to aap effective trading karne ki position mein a sakte hain.

    Learning Process

    Dear members Jab aap Koi business start karte Hain to iske liye isase related aapki information complete honi chahie kyunki jab tak aap market mein apni learning level ko complete Nahin karte hain use time tak aap market mein kamyabi hasil nahin kar sakte hain isliye aapko hamesha market mein jyada se jyada achcha profit hasil karne ke liye Apne learning process ko complete karna hota hai Jab aap market mein learning ko complete kar lete hain to usmein aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain aap ko market se related apni learning hundred percent complete Karni chahie.

    Planning

    Planning ek aisa important factor hai jo jismein aap bahut sare factors ko study Karke unse related kuchh important decision aur factors ko decide karte hain isliye aapko hamesha proper planning Karni chahie planning ki bagair Jab aap working karte Hain to ismein aapke liye kuchh problems ho sakte hain aur aap market mein effective dating karne ki position mein Nahin a sakte hain aapko hamesha market mein acchi Tarah plan karke hi enter hona chahie aur isase related kuchh important decision making Karni chahie.

    Analysis

    Market mein kamyabi hasil karne ke liye fundamental analysis aur technical analysis ke sath sentimental analysis ko acchi Tarah find out karna bahut hi important hota hai Jab tak aap market mein acchi Tarah analysis complete Nahin karte aap use time tak effective trading nahin kar sakte hain isliye aapko hamesha market mein consistently basis per apni planning ko find out karna hota hai aur iski base per market mein working karna Hoti hai Jab aap market mein regularly basis per analysis karte hain aur inki base per decision making karte hain to aapko iske against achcha profit ho sakta hai aur aapane apne nuksan ko minimise kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Success.jpg
Views:	11
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12561433

اب آن لائن

Working...
X