Forex main market swoon ki occurence aur effects...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main market swoon ki occurence aur effects...
    Dear friends, forex market ma kisi big event ya political aur economic condition ki waja say prices ki overall value sudden drop kar jati hain aisi situation ko market swoon kehty hain, is say market ki overall values foran drop honay lagti hain jis say up going market ka behaviour bhi achanak change ho jata ha aur ye downward moment start kar daiti ha, ya political ya economic news ka result hota ha jo worldwide markets aur buisness ko affect karti hain, jis sa investors ki tadad kam ho jati ha aur market downfall karti ha,

    Occurence of market swoon:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221011_0430_17_8050.jpg
Views:	1
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12561431

    Is condition main traders nervous honay ki waja sa market ma entry laitay huay katratay hain kiun kay unhain market ki moment confirm nhi ho rahi hoti, is ma all over the world tamam markets effect hoti hain aur ksi perticular company ya individual par asar nhi parta, market swoon pairs ki prices main kami zahir karti hain aur yeh us waqt tk thek nhi hoti jab tak investors ka confidence bahal na jay, lihaza traders ko aisi situation kay liay pehlay say plnning bnani chaiay ta kay is tarah ki moments main apni trades ko timely tackle kia ja sakay aur pairs ya commodity kay dobara normal trading range main anay ka wait karna chaiay,

    Effects of market swoon:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221011_0430_18_0081.jpg
Views:	1
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12561432

    market kay is decline sa trading ma confusion to hoti ha lakin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay account ko thek tarah manage karain aur usay secure rakhain, Market swoon kisi ik pair ya commodity k baray ma info ni deta balky ye over all market k behaviour ko show karta hay, iska matlab ye hai kay jab market swoon occur karta hai to aik pair ya commodity nhi balky is main pori market fall kar jati hai .

    Trading in market swoon.

    Aisi situation main jab trader ko lagay kay ab investor ka confidence stable ho raha hai aur pehlay wali negative news ab positive news ma badalna start ho gae hai to us waqt trader ko drop ki hui currency aur commodity ko buy kar lena chaiay, laikin is main us waqt tak buy ka wait karna chaiay aur apni trade ko place nhi karna chaiay. Trader ko market swoon ka pehley say pata chal jay to wo bhot acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hay

اب آن لائن

Working...
X