Bullish Kicker Candlestick Pattern With Compleat Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Kicker Candlestick Pattern With Compleat Guide
    Click image for larger version

Name:	20221010_160727.png
Views:	1
Size:	111.0 کلوبائٹ
ID:	12561381
    Introduction
    Dosto forex main bohatse ayse munfrid patterns hain jo bazahir baghair knowledge ke bohat he mushkil nazar atte hain jin ko dakh kar lagta hay ke shayad bohat he paicheeda hain magar proper un ke bare main knoledge ho to samajhne main asan hojate hain aaj ke topic main bhe hum ayse aik pattern ka zikar karainge

    What Is Bullish Kicker Candlestick Pattern ?

    Bullish kicker two candle stick pattern hai jo aik large bearish candlestick k lower sy start hota hai aur us k bad dosri large bullish candle hoti hai jo price main ziada farq rakhti hai bullish candle ka flat bottom hona chaiye ya aik choti se wick banti hai jis main price ki movement main kuch ziada movement nhi hoti
    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	18
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12561388
    Importance Of Bearish Kicker

    Down trend k bad bearish kicker Candlestick Pattern ap ko aik achi buying opportunity daita hai forex trading me kamyabi k liy aapko bahut jyada planning karni hoti

    Identification Of Bullish Kicker

    First candlestick
    aik bearish candle (red/black) hoti hai, jo k aik strong downtrend ya consolidation k bad banti hai

    Second candlestic
    aik bullish candle hoti hai jo first candle bearish candle k close say kafi oper open hoti hai aur first candle k close aur second candle k open me kafi distance hota hai
    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	51
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12561389Is candlestick pattern ko bullish kicker candlestick pattern kehty hain Jab yeh pattern ap ko strong downtrend k bad ya consolidation k bad mily to is ki accuracy aur zayda hoti hai Yah aik bohat strong trend reversal pattern hai Yeh market k trend change k bary me btata hai

    Bullish Kicker After Up Trend

    Agar hmy uptrend k bad bullish kicker mily to ye is bat ka sign hota hai k market main abi bhi uptrend k continue rehny ki kafi strength majud hai. Bears bearish reversal ki koshish shuru karty hain, lakin bulls iny zabardasti rok laty hain Is lehaz sy, bullish kicker pattern ki continuation ka namona ban jata hai

    Bullish Kicker After Down Trend

    Agar ye pattern downtrend k bad shuru ho, to ye is bat ka sign hota hai k market bohat dur ja chuki hai, aur ye ab wapis any wali hai Khas tor p aisi market main reverse hoti hai Is lehaz sy yahan bullish kicker reversal pattern ka sign hota hai
    Last edited by ; 10-10-2022, 04:23 PM.
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X