Re: Pin Bar Candlestick.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: Pin Bar Candlestick.
    Yes friend forex ma wo trader kamyab hotay hain jo candlestick ko judge kar kay trading ko prefer cards hain yes trader candlestick ki information ko ignore cards hain wo acha profit hasil karny ma to kamyab ni hoty balky wo apna account bhi safe nhi rakh patay . Forex main experience ki base par trader jab trade ko open card hain to candlestick ki shape sy on trader ko ye pata chal jata hai k market ma es time par selling chal rahi hai ya buying chal rahi ha, in candles kay pattern main say aik pin stripe pattern bhi hay





    Appearance of the Pin bar candle:




    Pin bar aik aisi candlestick hoti hai jis mein apko short body Wali candlestick milati Hai Aur iski Shadow bahut badi Hoti Hai is candlestick ko aap pin bar ka naam dekh sakte hain, yeh aik aisi shape ko kehty hain jo bs one sided hti hai aur js side p yeh close hoti hai shop ki direction usi taraf hoti hay






    Identifying the Pin Candlestick Pattern:





    Pin bar candlestick ki baat karain to jis side par is candle ki long wick hoti hai market us kay opposite direction main move kar jati hai. Ya ham ye bhi keh sakty hain kay jis side par pin bar candle ki small body hoti hai market es taraf move kar sakti hay, lihaza trader ko hamesa pin bar candlestick k appearance hony par ye strategy zehan ma rakhni chaiay lakin usi time trader ko small lot kay sath shop ko open karna chaiay






    Variations on the pinbar pattern:


    Pin bar ka head jis tarf hta hai trade bhi usi taraf move krti hay, bearish pin bars ki shape aesi hti hai k unki tail buy ki taraf hti hai aur head sell ki taraf hota hai jab yeh b ntien hain tw iska matlab hota hai kay ab trade sell ki taraf moveon krny wali hay, bullish pin bar hamesha tail sell ki taraf bnati hai aur head buy ki tarf aur yeh hmsha indicate krti hai k ab trade buy ki taraf jaany wali hai

اب آن لائن

Working...
X