Trend Line ki Recognition aur iski Importance.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Line ki Recognition aur iski Importance.
    Dear member Jab aap market mein regularly basis per working karte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada fayda hasil ho sakta hai Jab aap market mein consistently basis per working kar rahe hote hain to ismein aapko different important point ko find out karna hota hai aur iske mutabik working karna hoti hai aapko hamesha market mein regular di basis per kuchh important points ko find out karna hota hai aur iske mutabik hi decision making karna hoti hai aaj aap comment and line ke related kuchh important information share karne ja raha hun.

    Trend Line

    Trend Line basically ek aisi line hoti hai jo upar se down ki taraf ya down se upar ki taraf hoti hai aur jo aapko yah indicate kar rahi hoti hai ki market is line ko touch karne ke bad FIR apni movement ko rebound karegi isko train line karte Hain Jab aap trend Line draw karte Hain to iski base per aapko kuchh important channels ki formation aur kuchh falling aur rising veges available hote hain isase related main aapko kuchh Majid information share karne ja raha hun jismein aap line ko kaise draw kar sakte hain.

    Support Trend line

    Jab aap niche se ek aisi line draw karte Hain Jo support level per Hoti hai to isko trend sport line ke naam se jante Hain kyunki Jab aapko market mein Kaisa area milta hai jisko touch karne ke bad market upar ki taraf jaati hai to yah basically support consider ki jaati hai aur is area per dra ki Hui line aapke liye support train line Hoti hai yah line niche se upar ki taraf bhi ja sakti hai jo slightly market ka aap trend show kar rahi hoti hai.

    Resistance Trend line

    Resistance trend line bhi ek bahut hi important aur familiar line Hoti hai jis per aapko market mein bahut acchi opportunities available ho sakti hain basically yah Kaisa important area hota hai jisko market touch Karke rebound Karti hai yah area Kaisa area hota hai jis per aapko market mein ek acchi entry mil sakti hai yah line aap aise Draw kar sakte hain jismein aapko ek sidhi line bhi resistance level per draw kar sakte hain aur iske sath aap yah line niche se upar ki taraf ya upar se slightly niche ki taraf bhi la sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	unnamed (1).jpg
Views:	6
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12561184

اب آن لائن

Working...
X