Bearish Breakway Candlesticks Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Breakway Candlesticks Pattren.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai bearish break way candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable trading kar sakte hain.

    Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Bearish break way candlestick pattern price chart per Jyada buying ke bad resistance level per banta hai Jahan se price is pattern ke mutabik reversal Ho Jaati Hai yah pattern price ke top ya up trend ko bullish trend Mein change karne ka ek strong indication deta hai pattern Mein invester acid ke price ko aap word push karne ke bad market Mein dilchaspi kam kar lete hain jisse price top level se rebound Ho Jaati Hai pattern ke awaaz mein price Jyada Bullishe strong reaction Deti Hai Lekin bad wali candlestick ke Sambhal police real body ab trend ki weakness Karti Hai jisse market Mein sellers active Hona start ho Jaate Hain aur trend downtrend reversal ka sabab banta hai break Ve pattern ko Greg Morris Ne takli kiya tha.

    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12561033

    Candles Formation:

    Bearish break way candlestick pattern ka shumar 5 candlestick per mustamail pattern Mein Hota Hai jismein Pahli 4 candles sabka ya market ke maujuda Trend ke mutabik bullesh candle hoti hain jabki last wali candle ek baar scandal hoti hai jo ki trend reversal ka Zariya banti hai pattern Mein Shamil candles ki formation darja Zail tara Se Hoti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	5
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12561034

    First Candle: Bearish break way candlestick pattern ki pehli candle ek strong real body wali bullish candle Hoti Hai Jiska close open se upar hota hai yah candle long real body Mein Hoti Hai jismein pattern ki real body Shadow ke mukabale mein jyada Hoti Hai yah candle price ke maujuda Bullish trend ki aakashi Karti Hai.

    Second Candle: Bearish break way candlestick pattern ki second candle Ek small real body wali hoti hai jo ki Pahli candle se upar gap Mein banti hai yah candle waise to jyadatar bulish hi hoti hai lekin Jaruri Nahin Hai Ki Aisa Hi Ho pattern ki second candle amuman Pahli candles ke top per banti hai.

    Third Candle: Bearish break way candlestick pattern ki third candle B second candle Ki Tarah Sambhal real body Mein Hoti Hai yah candle police aur biresh donon Tarah Se ho sakti hain lekin Aksar yah dusri candle ke invers mein banti hai yah candle dusri candle ke upper ya parallel Mein banti hai.

    Fourth Candle: Bearish break way candlestick pattern ki 4th candle ek jyadatar second candle Ki Tarah hoti hai jo ki same Samal real body wali candle Hoti Hai yah candle third candle ke upper per banti hai lekin Aksar yah bulish candle hoti hai jo ki Jaruri Nahin Ki yah bearish bhi ho sakti hai.

    Fifth Candle: Bearish break way candlestick pattern ki aakhri candle Ek Baarish candle hoti hai jo ki strong real body Mein banti hai yah candle price Mein sailors ki strongest ki aakashi Karti Hai yah candle forth candle ke bad banti hai jo ki teenon Samal real body wali candles ko cover karne ke bad Pahli aur dusri candle Ke Darmiyan Vahi gap Mein close hoti hain candle ki strong real body se bullesh ka trend khatm ho jata hai aur Market sellers ke control Mein a jata hai.

    Explanation Of Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Bearish brake weight and stick pattern high price area Mein banne wala Ek Veer friend reversal pattern hai jo ki Dekhne Mein ladder top candlestick pattern se mushahbat Rakhta Hai pattern 5 candles per mushtamil hota hai jismein Shamil Pahli aur last candles long real body wali candle hoti hain lekin color Mein Ek dusre se different hoti hain pahle candle Ek long real body wali Bole scandal Hoti Hai Jiske bad ek teen Saman real body wali bullish candles hoti hain lekin Jaruri Nahin Hai Kyunki inmein se Kuchh Veeresh bhi ho sakti hai jo ki Pahli candle se down gap Mein Banti Hain yah teenon Samal candles size mein takriban sem hoti hai jo jyadatar spinning top candles hoti hain pattern ki last candle Ek Badi real scandal hoti hai jo ke Sambhal candles ke bad open hokar Pahli candles ke top wale gap Mein close Hoti Hai yah candle market mein seller ki strongness reaction ki vajah se banti hai.

    Trading With Bearish Breakway Candlesticks Pattren:

    Bearish break candlestick pattern Mein banne wali Pahli Bullet candle Ek to strong Hoti Hai dusra yah candle agale Din Ki candles ko Upar push Karti Hai jisse market per bullish ka strong control show hota hai lekin pattern ke bad wali teen Saman candle Jyada strong reaction Na Dene Ki vajah se price ko Majid Upar Jaane Ki bajay hold kar deti hain aur Yahan per Veeresh ki market Mein wapasi Ho Jaati Hai Jo Ek Laung real body wali bullish candle banti hai pattern per trading se pahle Ek information candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein bearesh honi chahie aur last candles ke bottom per close honi chahie CCI RSI indicator aur Oscilater per value Over-Bought zone Mein honi chahie


    Click image for larger version

Name:	images (33).png
Views:	10
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12561035

اب آن لائن

Working...
X