What is cycle indicator and commodity channel in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is cycle indicator and commodity channel in Forex trading?
    INTRODUCATION:-

    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge
    aur Forex trading main profitable trader trade Lagate Rahen hon gy aur Achcha profit Hasil Karte Rahen aur iske sath sath aap apne knowledge Aur xperience Ko Bhi improve karte hain Kyunki ya ak ricky market hai aur Har Lamha price changing hoti rahti hai Jiske Liye Hamen analysis karna hote hain aur analysis karne ke liye difference tools use karte hain integrators use karte hain difference factors ko study karna prata hai ye Tumhen chij us Waqt hi Ham kar sakte hain Jab hamare pass Achcha knowledge or experience Ho market per deeply Nazar Ho trading chart Ko Jab Ham open Karte Hain To usmein Hamen different patterns candle patterns Nazar Aate Hain Har patterns ka Apna Ek matlab hote hain aur Unki apni hi contraction Hoti Hai jinko samajhna hote hain aur uske bad Unse benefits Hasil Kiya Ja sakta hai isliye aaj ki post main bhi main aapke liye cycle integrator aur commodity channels per Apne experience share karta hun ummid hi kya aap isase Apne knowledge ko Mazeed improve Karenge


    CONCEPT OF POST
    ye cycle indecator oscillator family sey belong karta hy or ye traders es bat ka signal provide karta hy ky market mein price ke changing hony wali hy or ap ny market mein trade jare rakhna hy ya exit karna or ye dosry indecator ky sath mill kar acha kam karta hy


    (
    Definition of cycle indecator)
    cycle indicator oscillator indicator hotay hein j market mein cycles analysis kay ley estamal kea jata hey cycle theory kay motabaq stock market ka trend cyclical pattern mein bullish period say bearish period or bearish period say bullish period mein hota hey jes ke madad say woh kalede ...
    cyclical pattern mein wakfon kay doran prices mein tabdele ke towaqa kar saktay hein ta hum small cycle small time frame mein majod hotay hein jen mein small cycle baray cycle kay ley kaam kartay hein yeh woh trend hey jo cycle ka analysis karna moshkell bana dayta hey kun keh kese bhe time aik chota sa cycle opar ke teraf ja sakta hey ...
    jab keh bara cycle nechay ke taraf ja sakta hey kai cyclical indicators hein jes mein commodity channel indicator or detrend price oscillator jenhen securities ya stock markets mein cyclical natur kay ley analysis kea jata hey

    (Trading chart of cycle indecator)

    Definition And Who Work Commodity Channel
    commodity channel index aik raftar par mobne oscillator hey jo es baat ka taoyon karnay mein madad dayta hey ke..
    jab koi investment stock zyada buy ke halat mein pohnch rehe ho
    yeh technical indicator price trend or power ka andaza lagatay hein jes say trader koyeh tayon karnay keh aya woh trade mein enter honay chahtay hein ya trade ko exit karna chahtay hein es tarah indicator ko trading signals kay ley estamal kartay hein jab yeh aik khas tarekay say estamal kea jata hey

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X